Angur, Urdu Nazam By Murtaza Sahil Tasleemi

Angur is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Murtaza Sahil Tasleemi. Angur comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Angur on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

انگور

مرتضیٰ ساحل تسلیمی

بیلوں میں جو لٹک رہے ہیں

یہ انگوروں کے خوشے ہیں

ہرے ہرے اور پیلے پیلے

جیسے ہوں موتی چمکیلے

میٹھا میٹھا ان کا مزہ ہے

رب نے ان میں شہد بھرا ہے

ان کو پسند ہر اک کرتا ہے

بیماروں کے لیے غذا ہے

ان کو جب بھی کھاتے ہیں ہم

اچھی صحت پاتے ہیں ہم

جس نے ایسی نعمت دی ہے

جس نے ہر شے پیدا کی ہے

جانتے ہو وہ کون ہے بچو

اللہ اللہ اللہ بولو

مرتضیٰ ساحل تسلیمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Angur

Murtaza Sahil Tasleemi

belon mein jo laTak rahe hain
ye anguron ke KHoshe hain
hare hare aur pile pile
jaise hon moti chamkile
miTha miTha in ka maza hai
rab ne in mein shahd bhara hai
in ko pasand har ek karta hai
bimaron ke liye ghiza hai
in ko jab bhi khate hain hum
achchhi sehat pate hain hum
jis ne aisi neamat di hai
jis ne har shai paida ki hai
jaante ho wo kaun hai bachcho
allah allah allah bolo

(549) ووٹ وصول ہوئے

You can read Angur written by Murtaza Sahil Tasleemi at UrduPoint. Angur is one of the masterpieces written by Murtaza Sahil Tasleemi. You can also find the complete poetry collection of Murtaza Sahil Tasleemi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Murtaza Sahil Tasleemi' above.

Angur is a widely read Urdu Nazam. If you like Angur, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.