Ghurte Raston Ka Aaseb Bana Hun Main To, Urdu Ghazal By Musavvir Sabzwari

Ghurte Raston Ka Aaseb Bana Hun Main To is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Musavvir Sabzwari. Ghurte Raston Ka Aaseb Bana Hun Main To comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghurte Raston Ka Aaseb Bana Hun Main To on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھورتے رستوں کا آسیب بنا ہوں میں تو

مصور سبزواری

گھورتے رستوں کا آسیب بنا ہوں میں تو

مجھ سے مل پاؤ گے کیا شام بلا ہوں میں تو

دیوتاؤں سے نہ ہوگا مرا درمان زوال

آسمانوں کے سنگھاسن سے گرا ہوں میں تو

جاتے موسم کی طرح اس سے کبھی مل نہ سکا

ایک لمحے کے تعلق کی سزا ہوں میں تو

لوگ گلیوں میں ہی ڈھونڈا کیے آندھی کے سراغ

اپنی آنکھوں کے حصاروں میں بجھا ہوں میں تو

زہر بن کر وہ مصورؔ مری نس نس میں رہا

میں نے سمجھا تھا اسے بھول چکا ہوں میں تو

مصور سبزواری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghurte Raston Ka Aaseb Bana Hun Main To

Musavvir Sabzwari

ghurte raston ka aaseb bana hun main to
mujh se mil paoge kya sham-e-bala hun main to

dewtaon se na hoga mera darman-e-zawal
aasmanon ke singhasan se gira hun main to

jate mausam ki tarah us se kabhi mil na saka
ek lamhe ke talluq ki saza hun main to

log galiyon mein hi DhunDa kiye aandhi ke suragh
apni aankhon ke hisaron mein bujha hun main to

zahr ban kar wo 'musawwir' meri nas nas mein raha
main ne samjha tha use bhul chuka hun main to

(360) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghurte Raston Ka Aaseb Bana Hun Main To written by Musavvir Sabzwari at UrduPoint. Ghurte Raston Ka Aaseb Bana Hun Main To is one of the masterpieces written by Musavvir Sabzwari. You can also find the complete poetry collection of Musavvir Sabzwari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Musavvir Sabzwari' above.

Ghurte Raston Ka Aaseb Bana Hun Main To is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghurte Raston Ka Aaseb Bana Hun Main To, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.