Meri Nazar Nazar Mein Hain Manzar Jale Hue, Urdu Ghazal By Mushir Jhanjhanvi

Meri Nazar Nazar Mein Hain Manzar Jale Hue is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mushir Jhanjhanvi. Meri Nazar Nazar Mein Hain Manzar Jale Hue comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Nazar Nazar Mein Hain Manzar Jale Hue on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میری نظر نظر میں ہیں منظر جلے ہوئے

مشیر جھنجھانوی

میری نظر نظر میں ہیں منظر جلے ہوئے

ابھریں گے حرف حرف سے پیکر جلے ہوئے

شعلوں کا رقص آب رواں تک پہنچ گیا

دریا پہ بہہ کے آئے ہیں چھپر جلے ہوئے

ہر ذرہ اس زمین کا لو دے رہا ہے آج

کل آپ کو ملیں گے سمندر جلے ہوئے

مظلوم و بے قصور جنہیں کہہ رہے ہیں آپ

نکلے ہیں ان کے گھر سے بھی خنجر جلے ہوئے

آنکھوں کی اس جلن سے نا مل پائے گی نجات

دیکھے ہیں میری آنکھوں نے منظر جلے ہوئے

ڈرنے لگے ہیں آگ سے آتش پرست بھی

دیکھے ہیں جب سے چاروں طرف سر جلے ہوئے

بے خواب وحشتوں کو سلانے کے واسطے

آراستہ ہیں آج بھی بستر جلے ہوئے

مشیر جھنجھانوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Nazar Nazar Mein Hain Manzar Jale Hue

Mushir Jhanjhanvi

meri nazar nazar mein hain manzar jale hue
ubhrenge harf harf se paikar jale hue

shoalon ka raqs aab-e-rawan tak pahunch gaya
dariya pe bah ke aae hain chhappar jale hue

har zarra is zamin ka lau de raha hai aaj
kal aap ko milenge samundar jale hue
mazlum-o-be-qusur jinhen kah rahe hain aap

nikle hain un ke ghar se bhi KHanjar jale hue
aankhon ki is jalan se na mil paegi najat

dekhe hain meri aankhon ne manzar jale hue
Darne lage hain aag se aatish-parast bhi
dekhe hain jab se chaaron taraf sar jale hue

be-KHwab wahshaton ko sulane ke waste
aarasta hain aaj bhi bistar jale hue

(458) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Nazar Nazar Mein Hain Manzar Jale Hue written by Mushir Jhanjhanvi at UrduPoint. Meri Nazar Nazar Mein Hain Manzar Jale Hue is one of the masterpieces written by Mushir Jhanjhanvi. You can also find the complete poetry collection of Mushir Jhanjhanvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mushir Jhanjhanvi' above.

Meri Nazar Nazar Mein Hain Manzar Jale Hue is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Nazar Nazar Mein Hain Manzar Jale Hue, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.