Dur Bahut Dur Insan Shahrah-e-irtiqa Par, Urdu Nazam By Mustafa Rahi

Dur Bahut Dur Insan Shahrah-e-irtiqa Par is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mustafa Rahi. Dur Bahut Dur Insan Shahrah-e-irtiqa Par comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Dur Bahut Dur Insan Shahrah-e-irtiqa Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دور بہت دور انسان شاہراہِ ارتقا پر

مصطفیٰ راہی

اے گردش ایام بس اب روک نہ مجھ کو

اے کاوش انجام بس اب روک نہ مجھ کو

اے لغزش ہر گام بس اب روک نہ مجھ کو

جانا ہے مجھے دور بہت دور بہت دور

سرمایہ و سازش کے فریبوں سے گزر کر

ہنگامہ و شورش کے فریبوں سے گزر کر

ہر منطق و دانش کے فریبوں سے گزر کر

جانا ہے مجھے دور بہت دور بہت دور

وہ جنت شداد ہو یا آتش نمرود

ہر منزل موہوم نہیں منزل مقصود

کامل ہے اگر شوق تو راہیں نہیں مسدود

جانا ہے مجھے دور بہت دور بہت دور

خار و خس و خاشاک کی دنیا سے بھی آگے

مہر و مہ و افلاک کی دنیا سے بھی آگے

تخئیل کی ادراک کی دنیا سے بھی آگے

جانا ہے مجھے دور بہت دور بہت دور

مصطفیٰ راہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dur Bahut Dur Insan Shahrah-e-irtiqa Par

Mustafa Rahi

ai gardish-e-ayyam bas ab rok na mujh ko
ai kawish-e-anjam bas ab rok na mujh ko
ai laghzish-har-gam bas ab rok na mujh ko
jaana hai mujhe dur bahut dur bahut dur
sarmaya-o-sazish ke farebon se guzar kar
hangama-o-shorish ke farebon se guzar kar
har mantiq-o-danish ke farebon se guzar kar
jaana hai mujhe dur bahut dur bahut dur
wo jannat-e-shaddad ho ya aatish-e-namrud
har manzil-e-mauhum nahin manzil-e-maqsud
kaamil hai agar shauq to rahen nahin masdud
jaana hai mujhe dur bahut dur bahut dur
KHar-o-KHas-o-KHashak ki duniya se bhi aage
mehr-o-mah-o-aflak ki duniya se bhi aage
taKHil ki idrak ki duniya se bhi aage
jaana hai mujhe dur bahut dur bahut dur

(517) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dur Bahut Dur Insan Shahrah-e-irtiqa Par written by Mustafa Rahi at UrduPoint. Dur Bahut Dur Insan Shahrah-e-irtiqa Par is one of the masterpieces written by Mustafa Rahi. You can also find the complete poetry collection of Mustafa Rahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mustafa Rahi' above.

Dur Bahut Dur Insan Shahrah-e-irtiqa Par is a widely read Urdu Nazam. If you like Dur Bahut Dur Insan Shahrah-e-irtiqa Par, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.