Kisi Ne Bhi Use Dekha Nahin Hai, Urdu Ghazal By Mustafa Shahab

Kisi Ne Bhi Use Dekha Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mustafa Shahab. Kisi Ne Bhi Use Dekha Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Ne Bhi Use Dekha Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی نے بھی اسے دیکھا نہیں ہے

مصطفی شہاب

کسی نے بھی اسے دیکھا نہیں ہے

وہ اک احساس ہے چہرہ نہیں ہے

مری جو سانس آ کر جا رہی ہے

تو کیا یہ جان کا جانا نہیں ہے

عجب شہر انا میں جی رہا ہوں

کسی کے پاس آئینا نہیں ہے

مجھے جو لوگ رستہ دے رہے ہیں

انہیں خود راستہ ملتا نہیں ہے

اکیلا سا جو ہے اک شخص باہر

وہ مجھ میں ہے مگر تنہا نہیں ہے

محبت ہے شہابؔ اک اسم اعظم

در دل خود ہی وا ہوتا نہیں ہے

مصطفی شہاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Ne Bhi Use Dekha Nahin Hai

Mustafa Shahab

kisi ne bhi use dekha nahin hai
wo ek ehsas hai chehra nahin hai

meri jo sans aa kar ja rahi hai
to kya ye jaan ka jaana nahin hai

ajab shahr-e-ana mein ji raha hun
kisi ke pas aaina nahin hai

mujhe jo log rasta de rahe hain
unhen KHud rasta milta nahin hai

akela sa jo hai ek shaKHs bahar
wo mujh mein hai magar tanha nahin hai

mohabbat hai 'shahab' ek ism-e-azam
dar-e-dil KHud hi wa hota nahin hai

(544) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Ne Bhi Use Dekha Nahin Hai written by Mustafa Shahab at UrduPoint. Kisi Ne Bhi Use Dekha Nahin Hai is one of the masterpieces written by Mustafa Shahab. You can also find the complete poetry collection of Mustafa Shahab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mustafa Shahab' above.

Kisi Ne Bhi Use Dekha Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Ne Bhi Use Dekha Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.