Main Ek Kiran Hun Ujala Hai Tamkanat Meri, Urdu Ghazal By Mutrib Nizami

Main Ek Kiran Hun Ujala Hai Tamkanat Meri is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mutrib Nizami. Main Ek Kiran Hun Ujala Hai Tamkanat Meri comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Ek Kiran Hun Ujala Hai Tamkanat Meri on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں اک کرن ہوں اجالا ہے تمکنت میری

مطرب نظامی

میں اک کرن ہوں اجالا ہے تمکنت میری

تمام رنگوں سے بھی ہے مناسبت میری

میں اک خلا ہوں نہ بنیاد ہے نہ چھت میری

مگر ہیں دونوں جہاں پھر بھی ملکیت میری

گزر رہا ہوں نشیب و فراز سے لیکن

صلائے عام ہے پھر بھی صلاحیت میری

کبھی مہکتا تھا جو لکھنؤ حنا کی طرح

اسی دیار میں لکھی ہے شہریت میری

کبھی بھی جل نہیں سکتی ہیں انگلیاں مطربؔ

ہر اک چراغ کی لو پر ہے سلطنت میری

مطرب نظامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Ek Kiran Hun Ujala Hai Tamkanat Meri

Mutrib Nizami

main ek kiran hun ujala hai tamkanat meri
tamam rangon se bhi hai munasibat meri

main ek KHala hun na buniyaad hai na chhat meri
magar hain donon jahan phir bhi milkiyat meri

guzar raha hun nasheb-o-faraaz se lekin
sala-e-am hai phir bhi salahiyat meri

kabhi mahakta tha jo lucknow hina ki tarah
isi dayar mein likkhi hai shahriyat meri

kabhi bhi jal nahin sakti hain ungliyan 'mutrib'
har ek charagh ki lau par hai saltanat meri

(460) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Ek Kiran Hun Ujala Hai Tamkanat Meri written by Mutrib Nizami at UrduPoint. Main Ek Kiran Hun Ujala Hai Tamkanat Meri is one of the masterpieces written by Mutrib Nizami. You can also find the complete poetry collection of Mutrib Nizami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mutrib Nizami' above.

Main Ek Kiran Hun Ujala Hai Tamkanat Meri is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Ek Kiran Hun Ujala Hai Tamkanat Meri, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.