Na Ye Samajhna Udasi Hi Apne Ghar Hogi, Urdu Ghazal By Muzafarunnisa Naz

Na Ye Samajhna Udasi Hi Apne Ghar Hogi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzafarunnisa Naz. Na Ye Samajhna Udasi Hi Apne Ghar Hogi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Ye Samajhna Udasi Hi Apne Ghar Hogi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ یہ سمجھنا اداسی ہی اپنے گھر ہوگی

مظفر النساء ناز

نہ یہ سمجھنا اداسی ہی اپنے گھر ہوگی

یقین کیجے کبھی تو نئی سحر ہوگی

بہت قدیم مرا زندگی سے رشتہ ہے

کسے خبر تھی مری چاہ در بدر ہوگی

اسی سبب نہ کبھی رک سکا سفر میرا

تری توجہ کبھی میری راہ بر ہوگی

قدم اٹھائے ہیں ہم نے بھی اس یقین کے ساتھ

جہاں سے گزریں گے ہم تیری رہ گزر ہوگی

ابھی ارادہ نہیں اپنا ترک دنیا کا

جہاں کہیں بھی رہوں آپ کو خبر ہوگی

کسی بھی حال میں اے نازؔ ہم نہیں مایوس

کبھی زمانے کی ہم پر بھی یک نظر ہوگی

مظفر النساء ناز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Ye Samajhna Udasi Hi Apne Ghar Hogi

Muzafarunnisa Naz

na ye samajhna udasi hi apne ghar hogi
yaqin kije kabhi to nai sahar hogi

bahut qadim mera zindagi se rishta hai
kise KHabar thi meri chah dar-ba-dar hogi

isi sabab na kabhi ruk saka safar mera
teri tawajjoh kabhi meri rahbar hogi

qadam uThae hain hum ne bhi is yaqin ke sath
jahan se guzrenge hum teri rahguzar hogi

abhi irada nahin apna tark-e-duniya ka
jahan kahin bhi rahun aap ko KHabar hogi

kisi bhi haal mein ai 'naz' hum nahin mayus
kabhi zamane ki hum par bhi yak nazar hogi

(517) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Ye Samajhna Udasi Hi Apne Ghar Hogi written by Muzafarunnisa Naz at UrduPoint. Na Ye Samajhna Udasi Hi Apne Ghar Hogi is one of the masterpieces written by Muzafarunnisa Naz. You can also find the complete poetry collection of Muzafarunnisa Naz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzafarunnisa Naz' above.

Na Ye Samajhna Udasi Hi Apne Ghar Hogi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Ye Samajhna Udasi Hi Apne Ghar Hogi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.