KHushk Aankhon Se Nikal Kar Aasman Par Phail Ja, Urdu Ghazal By Muzaffar Hanfi

KHushk Aankhon Se Nikal Kar Aasman Par Phail Ja is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muzaffar Hanfi. KHushk Aankhon Se Nikal Kar Aasman Par Phail Ja comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHushk Aankhon Se Nikal Kar Aasman Par Phail Ja on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خشک آنکھوں سے نکل کر آسماں پر پھیل جا

مظفر حنفی

خشک آنکھوں سے نکل کر آسماں پر پھیل جا

اے غبار آرزو تا حد منظر پھیل جا

موتیوں کی آبروئیں لوٹنے والے بہت

سیپ کے قیدی سمندر در سمندر پھیل جا

یوں پلک پر جگمگانا دو گھڑی کا عیش ہے

روشنی بن کر مرے اندر ہی اندر پھیل جا

آ مرے سینے سے لگ جا تو اگر سیلاب ہے

اور خوشبو ہے تو جا بستی میں گھر گھر پھیل جا

نقش پا پامال راہوں پر لگا دے گا تجھے

راستے میں گرد کی مانند اڑ کر پھیل جا

مظفر حنفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHushk Aankhon Se Nikal Kar Aasman Par Phail Ja

Muzaffar Hanfi

KHushk aankhon se nikal kar aasman par phail ja
ai ghubar-e-arzu ta-hadd-e-manzar phail ja

motiyon ki aabruen luTne wale bahut
sip ke qaidi samundar-dar-samundar phail ja

yun palak par jagmagana do ghaDi ka aish hai
raushni ban kar mere andar hi andar phail ja

aa mere sine se lag ja tu agar sailab hai
aur KHushbu hai to ja basti mein ghar ghar phail ja

naqsh-e-pa pamal rahon par laga dega tujhe
raste mein gard ki manind uD kar phail ja

(418) ووٹ وصول ہوئے

You can read KHushk Aankhon Se Nikal Kar Aasman Par Phail Ja written by Muzaffar Hanfi at UrduPoint. KHushk Aankhon Se Nikal Kar Aasman Par Phail Ja is one of the masterpieces written by Muzaffar Hanfi. You can also find the complete poetry collection of Muzaffar Hanfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muzaffar Hanfi' above.

KHushk Aankhon Se Nikal Kar Aasman Par Phail Ja is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHushk Aankhon Se Nikal Kar Aasman Par Phail Ja, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.