RuKH Kisi Ka Nazar Nahin Aata, Urdu Ghazal By Muztar Khairabadi

RuKH Kisi Ka Nazar Nahin Aata is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Muztar Khairabadi. RuKH Kisi Ka Nazar Nahin Aata comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read RuKH Kisi Ka Nazar Nahin Aata on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رخ کسی کا نظر نہیں آتا

مضطر خیرآبادی

رخ کسی کا نظر نہیں آتا

کوئی آتا نظر نہیں آتا

کیا کہوں کیا ملال رہتا ہے

کیا کہوں کیا نظر نہیں آتا

سننے والے تو بات کے لاکھوں

کہنے والا نظر نہیں آتا

دور سے وہ جھلک دکھاتے ہیں

چاند پورا نظر نہیں آتا

کھوئی کھوئی نظر یہ کیوں مضطرؔ

کچھ کہو کیا نظر نہیں آتا

مضطر خیرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

RuKH Kisi Ka Nazar Nahin Aata

Muztar Khairabadi

ruKH kisi ka nazar nahin aata
koi aata nazar nahin aata

kya kahun kya malal rahta hai
kya kahun kya nazar nahin aata

sunne wale to baat ke lakhon
kahne wala nazar nahin aata

dur se wo jhalak dikhate hain
chand pura nazar nahin aata

khoi khoi nazar ye kyun 'muztar'
kuchh kaho kya nazar nahin aata

(339) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read RuKH Kisi Ka Nazar Nahin Aata written by Muztar Khairabadi at UrduPoint. RuKH Kisi Ka Nazar Nahin Aata is one of the masterpieces written by Muztar Khairabadi. You can also find the complete poetry collection of Muztar Khairabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Muztar Khairabadi' above.

RuKH Kisi Ka Nazar Nahin Aata is a widely read Urdu Ghazal. If you like RuKH Kisi Ka Nazar Nahin Aata, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.