Dil Ki Rahen Raushan Karte Rahte Hain, Urdu Ghazal By Nadeem Fazli

Dil Ki Rahen Raushan Karte Rahte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nadeem Fazli. Dil Ki Rahen Raushan Karte Rahte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ki Rahen Raushan Karte Rahte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کی راہیں روشن کرتے رہتے ہیں

ندیم فاضلی

دل کی راہیں روشن کرتے رہتے ہیں

کس کے گھنگھرو چھن چھن کرتے رہتے ہیں

دنیا جس کی کھوج میں پاگل پھرتی ہے

ہم تو اس کے درشن کرتے رہتے ہیں

اندر کی بے رنگی شاید چھپ جائے

باہر رنگ و روغن کرتے رہتے ہیں

ان سے پوچھو آنے والی رت کا حال

جو پت جھڑ کو ساون کرتے رہتے ہیں

ان کے دل میں گھر کر لینا مشکل ہے

چٹانوں میں روزن کرتے رہتے ہیں

چپ رہتے ہیں جن میں کچھ بھی ہوتا ہے

خالی ڈبے کھن کھن کرتے رہتے ہیں

ندیم فاضلی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ki Rahen Raushan Karte Rahte Hain

Nadeem Fazli

dil ki rahen raushan karte rahte hain
kis ke ghunghru chhan-chhan karte rahte hain

duniya jis ki khoj mein pagal phirti hai
hum to us ke darshan karte rahte hain

indar ki be-rangi shayad chhup jae
bahar rang-o-roghan karte rahte hain

un se puchho aane wali rut ka haal
jo patjhaD ko sawan karte rahte hain

un ke dil mein ghar kar lena mushkil hai
chaTTanon mein rauzan karte rahte hain

chup rahte hain jin mein kuchh bhi hota hai
KHali Dabbe khan-khan karte rahte hain

(325) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ki Rahen Raushan Karte Rahte Hain written by Nadeem Fazli at UrduPoint. Dil Ki Rahen Raushan Karte Rahte Hain is one of the masterpieces written by Nadeem Fazli. You can also find the complete poetry collection of Nadeem Fazli by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nadeem Fazli' above.

Dil Ki Rahen Raushan Karte Rahte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ki Rahen Raushan Karte Rahte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.