Sach To Ye Hai Ki Use Dhup Ne Garmaya Tha, Urdu Ghazal By Naeem Akhtar

Sach To Ye Hai Ki Use Dhup Ne Garmaya Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naeem Akhtar. Sach To Ye Hai Ki Use Dhup Ne Garmaya Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sach To Ye Hai Ki Use Dhup Ne Garmaya Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سچ تو یہ ہے کہ اسے دھوپ نے گرمایا تھا

نعیم اختر

سچ تو یہ ہے کہ اسے دھوپ نے گرمایا تھا

ہاں وہ پودا جو تری چھاؤں میں کمھلایا تھا

رات کس نے مری تنہائی کو مہکایا تھا

بوئے گل آئی تھی یا تیرا خیال آیا تھا

دیکھنے والے وہ منظر نہیں بھولے اب تک

میں کبھی آپ کی آنکھوں میں نظر آیا تھا

کتنے قصوں کو دیا جنم ترے اشکوں نے

میں بہت خوش تھا کہ دامن مرا کام آیا تھا

کچھ خیال آیا سرابوں میں بھٹکنے والے

کس کی آواز نے دریا پہ تجھے لایا تھا

اب تو بہتر ہے یہی کچھ بھی نہ یاد آئے نعیمؔ

موسم گل میں کسے کھویا تھا کیا پایا تھا

نعیم اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sach To Ye Hai Ki Use Dhup Ne Garmaya Tha

Naeem Akhtar

sach to ye hai ki use dhup ne garmaya tha
han wo pauda jo teri chhanw mein kumhlaya tha

raat kis ne meri tanhai ko mahkaya tha
bu-e-gul aai thi ya tera KHayal aaya tha

dekhne wale wo manzar nahin bhule ab tak
main kabhi aap ki aankhon mein nazar aaya tha

kitne qisson ko diya janm tere ashkon ne
main bahut KHush tha ki daman mera kaam aaya tha

kuchh KHayal aaya sarabon mein bhaTakne wale
kis ki aawaz ne dariya pe tujhe laya tha

ab to behtar hai yahi kuchh bhi na yaad aae 'naim'
mausam-e-gul mein kise khoya tha kya paya tha

(642) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sach To Ye Hai Ki Use Dhup Ne Garmaya Tha written by Naeem Akhtar at UrduPoint. Sach To Ye Hai Ki Use Dhup Ne Garmaya Tha is one of the masterpieces written by Naeem Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Naeem Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naeem Akhtar' above.

Sach To Ye Hai Ki Use Dhup Ne Garmaya Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sach To Ye Hai Ki Use Dhup Ne Garmaya Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.