Haiwaniyat Ka Zahar Dilon Mein Utar Gaya, Urdu Ghazal By Naeem Waqif

Haiwaniyat Ka Zahar Dilon Mein Utar Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naeem Waqif. Haiwaniyat Ka Zahar Dilon Mein Utar Gaya comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haiwaniyat Ka Zahar Dilon Mein Utar Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حیوانیت کا زہر دلوں میں اتر گیا

نعیم واقف

حیوانیت کا زہر دلوں میں اتر گیا

بستی سے اپنی کون سا موسم گزر گیا

اونچے مکان والے جو تھے صاف بچ گئے

الزام قتل سارا غریبوں کے سر گیا

دیدار ہو رہا تھا مجھے ان کا خواب میں

آنکھیں کھلیں تو خوش نما منظر بکھر گیا

حیرت زدہ ہیں لوگ مرا عزم دیکھ کر

میں پیچ و خم کی راہ پہ چل کر سنور گیا

ذاتیں تمام فرقہ پرستی میں بٹ گئیں

واقفؔ تلاش کرتا ہے انساں کدھر گیا

نعیم واقف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haiwaniyat Ka Zahar Dilon Mein Utar Gaya

Naeem Waqif

haiwaniyat ka zahar dilon mein utar gaya
basti se apni kaun sa mausam guzar gaya

unche makan wale jo the saf bach gae
ilzam-e-qatl sara gharibon ke sar gaya

didar ho raha tha mujhe un ka KHwab mein
aankhen khulin to KHushnuma manzar bikhar gaya

hairat-zada hain log mera azm dekh kar
main pech-o-KHam ki rah pe chal kar sanwar gaya

zaten tamam firqa-parasti mein baT gain
'waqif' talash karta hai insan kidhar gaya

(690) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haiwaniyat Ka Zahar Dilon Mein Utar Gaya written by Naeem Waqif at UrduPoint. Haiwaniyat Ka Zahar Dilon Mein Utar Gaya is one of the masterpieces written by Naeem Waqif. You can also find the complete poetry collection of Naeem Waqif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naeem Waqif' above.

Haiwaniyat Ka Zahar Dilon Mein Utar Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haiwaniyat Ka Zahar Dilon Mein Utar Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.