Hawa Jab Na-munasib Ho To Patte TuT Jate Hain, Urdu Ghazal By Naeem Waqif

Hawa Jab Na-munasib Ho To Patte TuT Jate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naeem Waqif. Hawa Jab Na-munasib Ho To Patte TuT Jate Hain comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Hawa Jab Na-munasib Ho To Patte TuT Jate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوا جب نا مناسب ہو تو پتے ٹوٹ جاتے ہیں

نعیم واقف

ہوا جب نا مناسب ہو تو پتے ٹوٹ جاتے ہیں

جہاں مطلب پرستی ہو وہ رشتے ٹوٹ جاتے ہیں

گلوں کی پرورش کے واسطے مالی ضروری ہے

نہ ہو ماں باپ کا سایہ تو بچے ٹوٹ جاتے ہیں

اگر ہو جائے بیٹا نا خلف تو بوڑھی آنکھوں کے

سجے ہوتے ہیں جتنے بھی وہ سپنے ٹوٹ جاتے ہیں

پرندے ہیں اگر خاموش بزدل مت سمجھ صیاد

اگر یہ ضد پہ آ جائیں تو پنجرے ٹوٹ جاتے ہیں

دکھا دے جو دلوں کو بات ایسی مت کرو واقفؔ

ذرا سی ٹھیس لگنے سے یہ شیشے ٹوٹ جاتے ہیں

نعیم واقف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hawa Jab Na-munasib Ho To Patte TuT Jate Hain

Naeem Waqif

hawa jab na-munasib ho to patte TuT jate hain
jahan matlab-parasti ho wo rishte TuT jate hain

gulon ki parwarish ke waste mali zaruri hai
na ho man-bap ka saya to bachche TuT jate hain

agar ho jae beTa na-KHalaf to buDhi aankhon ke
saje hote hain jitne bhi wo sapne TuT jate hain

parinde hain agar KHamosh buzdil mat samajh sayyaad
agar ye zid pe aa jaen to pinjre TuT jate hain

dukha de jo dilon ko baat aisi mat karo 'waqif'
zara si Thes lagne se ye shishe TuT jate hain

(510) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hawa Jab Na-munasib Ho To Patte TuT Jate Hain written by Naeem Waqif at UrduPoint. Hawa Jab Na-munasib Ho To Patte TuT Jate Hain is one of the masterpieces written by Naeem Waqif. You can also find the complete poetry collection of Naeem Waqif by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naeem Waqif' above.

Hawa Jab Na-munasib Ho To Patte TuT Jate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hawa Jab Na-munasib Ho To Patte TuT Jate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.