Hum To Chahat Mein Umidon Ke Pujari Thahre, Urdu Ghazal By Naheed Kausar

Hum To Chahat Mein Umidon Ke Pujari Thahre is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naheed Kausar. Hum To Chahat Mein Umidon Ke Pujari Thahre comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum To Chahat Mein Umidon Ke Pujari Thahre on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم تو چاہت میں امیدوں کے پجاری ٹھہرے

ناہید کوثر

ہم تو چاہت میں امیدوں کے پجاری ٹھہرے

وہ اسی دشت میں جذبات سے عاری ٹھہرے

تیرے وعدوں نے سر شام ہی دم توڑ دیا

جینے مرنے کے سبھی عہد جو بھاری ٹھہرے

راہ الفت میں بچھے پھول تمہاری قسمت

جو بھی درپیش ہو مشکل وہ ہماری ٹھہرے

اک جھلک مجھ کو ہے مطلوب زمانے والو

اس زیاں خانے کی ہر چیز تمہاری ٹھہرے

ناہید کوثر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum To Chahat Mein Umidon Ke Pujari Thahre

Naheed Kausar

hum to chahat mein umidon ke pujari Thahre
wo isi dasht mein jazbaat se aari Thahre

tere wadon ne sar-e-sham hi dam toD diya
jine marne ke sabhi ahd jo bhaari Thahre

rah-e-ulfat mein bichhe phul tumhaari qismat
jo bhi darpesh ho mushkil wo hamari Thahre

ek jhalak mujh ko hai matlub zamane walo
is ziyan-KHane ki har chiz tumhaari Thahre

(415) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum To Chahat Mein Umidon Ke Pujari Thahre written by Naheed Kausar at UrduPoint. Hum To Chahat Mein Umidon Ke Pujari Thahre is one of the masterpieces written by Naheed Kausar. You can also find the complete poetry collection of Naheed Kausar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naheed Kausar' above.

Hum To Chahat Mein Umidon Ke Pujari Thahre is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum To Chahat Mein Umidon Ke Pujari Thahre, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.