KHwabon Ke Mahal TuT Ke Gir Jate Hain Akasr, Urdu Ghazal By Naheed Kausar

KHwabon Ke Mahal TuT Ke Gir Jate Hain Akasr is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naheed Kausar. KHwabon Ke Mahal TuT Ke Gir Jate Hain Akasr comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHwabon Ke Mahal TuT Ke Gir Jate Hain Akasr on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوابوں کے محل ٹوٹ کے گر جاتے ہیں اکثر

ناہید کوثر

خوابوں کے محل ٹوٹ کے گر جاتے ہیں اکثر

پھر ان سے ہی دن اپنے سنور جاتے ہیں اکثر

اے باد صبا ان کو یہ پیغام مرا دے

کیوں چھپ کے مری رہ سے گزر جاتے ہیں اکثر

دنیا میں ہر اک شے ہے فقط تیری کمی ہے

نقشے تری یادوں کے ابھر جاتے ہیں اکثر

وہ ناز اٹھانے کے تو قائل ہی نہیں ہیں

پھر ہم بھی خفا ہو کے بپھر جاتے ہیں اکثر

کوثرؔ ترے مے خانے میں ساغر نہ سبو ہے

پھر کیوں یہاں مے نوش ٹھہر جاتے ہیں اکثر

ناہید کوثر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwabon Ke Mahal TuT Ke Gir Jate Hain Akasr

Naheed Kausar

KHwabon ke mahal TuT ke gir jate hain akasr
phir un se hi din apne sanwar jate hain akasr

ai baad-e-saba un ko ye paigham mera de
kyun chhup ke meri rah se guzar jate hain akasr

duniya mein har ek shai hai faqat teri kami hai
naqshe teri yaadon ke ubhar jate hain akasr

wo naz uThane ke to qael hi nahin hain
phir hum bhi KHafa ho ke biphar jate hain akasr

'kausar' tere mai-KHane mein saghar na subu hai
phir kyun yahan mai-nosh Thahar jate hain akasr

(405) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwabon Ke Mahal TuT Ke Gir Jate Hain Akasr written by Naheed Kausar at UrduPoint. KHwabon Ke Mahal TuT Ke Gir Jate Hain Akasr is one of the masterpieces written by Naheed Kausar. You can also find the complete poetry collection of Naheed Kausar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naheed Kausar' above.

KHwabon Ke Mahal TuT Ke Gir Jate Hain Akasr is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwabon Ke Mahal TuT Ke Gir Jate Hain Akasr, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.