Sab Kuchh Ho Sakta Hai, Urdu Nazam By Nahid Akhtar Balooch

Sab Kuchh Ho Sakta Hai is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Nahid Akhtar Balooch. Sab Kuchh Ho Sakta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Sab Kuchh Ho Sakta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سب کچھ ہو سکتا ہے

ناہید اختر بلوچ

سفید چنبیلی کی ہری شاخوں پر

سیاہ گلاب کھل سکتا ہے

ستارے رات کی اونگھتی سیڑھیوں سے

چھلانگ لگا کر زمین پر آ سکتے ہیں

چاند اور سورج کسی آسمانی پل میں

ملاقات پر متفق ہو سکتے ہیں

مکڑی اپنے جالے میں

انسان کو پھانس سکتی ہے

سمندر دریا کے قدموں میں گر سکتا ہے

درختوں پر ہیرے اگ سکتے ہیں

زمین اور آسمان سب سے نظر بچا کر

ایک دوسرے کو چھو سکتے ہیں

دیوار چل سکتی ہے

پتھر بول سکتے ہیں

یہاں تک کہ اس کائنات میں

کچھ بھی ہو سکتا ہے

مگر تم خواب میں بھی

میرے نہیں ہو سکتے

ناہید اختر بلوچ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sab Kuchh Ho Sakta Hai

Nahid Akhtar Balooch

safed chameli ki hari shaKHon par
siyah gulab khil sakta hai
sitare raat ki unghti siDhiyon se
chhalang laga kar zamin par aa sakte hain
chand aur suraj kisi aasmani pul mein
mulaqat par muttafiq ho sakte hain
makDi apne jale mein
insan ko phans sakti hai
samundar dariya ke qadmon mein gir sakta hai
daraKHton par hire ug sakte hain
zamin aur aasman sab se nazar bacha kar
ek dusre ko chhu sakte hain
diwar chal sakti hai
patthar bol sakte hain
yahan tak ki is kaenat mein
kuchh bhi ho sakta hai
magar tum KHwab mein bhi
mere nahin ho sakte

(433) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sab Kuchh Ho Sakta Hai written by Nahid Akhtar Balooch at UrduPoint. Sab Kuchh Ho Sakta Hai is one of the masterpieces written by Nahid Akhtar Balooch. You can also find the complete poetry collection of Nahid Akhtar Balooch by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nahid Akhtar Balooch' above.

Sab Kuchh Ho Sakta Hai is a widely read Urdu Nazam. If you like Sab Kuchh Ho Sakta Hai, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.