Badan Ko Jaan Se Juda Ho Ke Zinda Rahna Hai, Urdu Ghazal By Najmus Saqib

Badan Ko Jaan Se Juda Ho Ke Zinda Rahna Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Najmus Saqib. Badan Ko Jaan Se Juda Ho Ke Zinda Rahna Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Badan Ko Jaan Se Juda Ho Ke Zinda Rahna Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بدن کو جاں سے جدا ہو کے زندہ رہنا ہے

نجم الثاقب

بدن کو جاں سے جدا ہو کے زندہ رہنا ہے

یہ فیصلہ ہے فنا ہو کے زندہ رہنا ہے

یہی نہیں کہ مرے گرد کھینچنی ہیں حدیں

مرے خدا نے خدا ہو کے زندہ رہنا ہے

ہزاروں لوگ تھے طوق انا سجائے ہوئے

فقط مجھے ہی رہا ہو کے زندہ رہنا ہے

مجھے تو خیر شب ہجر مار ڈالے گی

تمہیں تو مجھ سے جدا ہو کے زندہ رہنا ہے

درست ہے کہ جدائی میں موت آ جائے

مگر یہ کیا کہ خفا ہو کے زندہ رہنا ہے

کسی کو موت نہ آئی کسی کے مرنے پر

سبھی نے دکھ سے سوا ہو کے زندہ رہنا ہے

نجم الثاقب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Badan Ko Jaan Se Juda Ho Ke Zinda Rahna Hai

Najmus Saqib

badan ko jaan se juda ho ke zinda rahna hai
ye faisla hai fana ho ke zinda rahna hai

yahi nahin ki mere gird khinchni hain haden
mere KHuda ne KHuda ho ke zinda rahna hai

hazaron log the tauq-e-ana sajae hue
faqat mujhe hi riha ho ke zinda rahna hai

mujhe to KHair shab-e-hijr mar Dalegi
tumhein to mujh se juda ho ke zinda rahna hai

durust hai ki judai mein maut aa jae
magar ye kya ki KHafa ho ke zinda rahna hai

kisi ko maut na aai kisi ke marne par
sabhi ne dukh se siwa ho ke zinda rahna hai

(564) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Badan Ko Jaan Se Juda Ho Ke Zinda Rahna Hai written by Najmus Saqib at UrduPoint. Badan Ko Jaan Se Juda Ho Ke Zinda Rahna Hai is one of the masterpieces written by Najmus Saqib. You can also find the complete poetry collection of Najmus Saqib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Najmus Saqib' above.

Badan Ko Jaan Se Juda Ho Ke Zinda Rahna Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Badan Ko Jaan Se Juda Ho Ke Zinda Rahna Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.