Nazar Ko Hamil-e-barq-e-jamal Kar Na Saka, Urdu Ghazal By Nakhshab Jaarchawi

Nazar Ko Hamil-e-barq-e-jamal Kar Na Saka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nakhshab Jaarchawi. Nazar Ko Hamil-e-barq-e-jamal Kar Na Saka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Ko Hamil-e-barq-e-jamal Kar Na Saka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر کو حامل برق جمال کر نہ سکا

نخشب جارچوی

نظر کو حامل برق جمال کر نہ سکا

غرور حسن کو میں پائمال کر نہ سکا

وہ آنے والے زمانے کو کیا بنائے گا

جو آج تک مرے ماضی کو حال کر نہ سکا

شکست دل کا مرے راز آپ کیا جانیں

ملال ہی نہ ہوا یا ملال کر نہ سکا

مجھے لطیف ستم سے کرم کے پردوں میں

کچھ اس نے ایسے مٹایا ملال کر نہ سکا

ہجوم غم رہا نخشبؔ مگر میں اپنے لیے

شراب و شاہد و نغمہ حلال کر نہ سکا

نخشب جارچوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Ko Hamil-e-barq-e-jamal Kar Na Saka

Nakhshab Jaarchawi

nazar ko hamil-e-barq-e-jamal kar na saka
ghurur-e-husn ko main paemal kar na saka

wo aane wale zamane ko kya banega
jo aaj tak mere mazi ko haal kar na saka

shikast-e-dil ka mere raaz aap kya jaanen
malal hi na hua ya malal kar na saka

mujhe latif sitam se karam ke pardon mein
kuchh us ne aise miTaya malal kar na saka

hujum-e-gham raha 'naKHshab' magar main apne liye
sharab-o-shahid-o-naghma halal kar na saka

(456) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Ko Hamil-e-barq-e-jamal Kar Na Saka written by Nakhshab Jaarchawi at UrduPoint. Nazar Ko Hamil-e-barq-e-jamal Kar Na Saka is one of the masterpieces written by Nakhshab Jaarchawi. You can also find the complete poetry collection of Nakhshab Jaarchawi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nakhshab Jaarchawi' above.

Nazar Ko Hamil-e-barq-e-jamal Kar Na Saka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Ko Hamil-e-barq-e-jamal Kar Na Saka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.