Nami Thi Aankh Mein Lekin Ek Etimad Bhi Tha, Urdu Ghazal By Narjis Afroz Zaidi

Nami Thi Aankh Mein Lekin Ek Etimad Bhi Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Narjis Afroz Zaidi. Nami Thi Aankh Mein Lekin Ek Etimad Bhi Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nami Thi Aankh Mein Lekin Ek Etimad Bhi Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نمی تھی آنکھ میں لیکن اک اعتماد بھی تھا

نرجس افروز زیدی

نمی تھی آنکھ میں لیکن اک اعتماد بھی تھا

مجھے تو حوصلہ جینے کا اس کے بعد بھی تھا

بجھے ہوئے در و دیوار جانتے ہوں گے

کبھی یہاں ترے جلووں کا انعقاد بھی تھا

وہ ایک اسم طوالت جو شب کی کاٹ سکے

وہ اسم عالم وحشت میں مجھ کو یاد بھی تھا

خزاں نصیب سہی آج شاخسار حیات

ہوا کا آنا کبھی صحن دل میں سعد بھی تھا

ستارہ دیکھ کے نکلی تھی میں سفر کے لئے

مگر ستارے کو تقدیر سے عناد بھی تھا

نرجس افروز زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nami Thi Aankh Mein Lekin Ek Etimad Bhi Tha

Narjis Afroz Zaidi

nami thi aankh mein lekin ek e'timad bhi tha
mujhe to hausla jine ka us ke baad bhi tha

bujhe hue dar-o-diwar jaante honge
kabhi yahan tere jalwon ka iniqad bhi tha

wo ek ism-e-tawalat jo shab ki kaT sake
wo ism aalam-e-wahshat mein mujh ko yaad bhi tha

KHizan-nasib sahi aaj shaKH-sar-e-hayat
hawa ka aana kabhi sehn-e-dil mein sad bhi tha

sitara dekh ke nikli thi main safar ke liye
magar sitare ko taqdir se inad bhi tha

(497) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nami Thi Aankh Mein Lekin Ek Etimad Bhi Tha written by Narjis Afroz Zaidi at UrduPoint. Nami Thi Aankh Mein Lekin Ek Etimad Bhi Tha is one of the masterpieces written by Narjis Afroz Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Narjis Afroz Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Narjis Afroz Zaidi' above.

Nami Thi Aankh Mein Lekin Ek Etimad Bhi Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nami Thi Aankh Mein Lekin Ek Etimad Bhi Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.