Ek Anhoni Ka Dar Hai Aur Main, Urdu Ghazal By Nasir Ali Syed

Ek Anhoni Ka Dar Hai Aur Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nasir Ali Syed. Ek Anhoni Ka Dar Hai Aur Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Anhoni Ka Dar Hai Aur Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک انہونی کا ڈر ہے اور میں

ناصر علی سید

ایک انہونی کا ڈر ہے اور میں

دشت کا اندھا سفر ہے اور میں

حسرت تعمیر پوری یوں ہوئی

حسرتوں کا اک نگر ہے اور میں

بام و در کو نور سے نہلا گیا

ایک اڑتی سی خبر ہے اور میں

مشغلہ ٹھہرا ہے چہرے دیکھنا

اس کے گھر کی رہ گزر ہے اور میں

جب سے آنگن میں اٹھی دیوار ہے

اس حویلی کا کھنڈر ہے اور میں

وقت کے پردے پہ اب تو روز و شب

اک تماشائے دگر ہے اور میں

جانے کیا انجام ہو ناصرؔ مرا

ایک یار بے خبر ہے اور میں

ناصر علی سید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Anhoni Ka Dar Hai Aur Main

Nasir Ali Syed

ek anhoni ka Dar hai aur main
dasht ka andha safar hai aur main

hasrat-e-tamir puri yun hui
hasraton ka ek nagar hai aur main

baam-o-dar ko nur se nahla gaya
ek uDti si KHabar hai aur main

mashghala Thahra hai chehre dekhna
us ke ghar ki rahguzar hai aur main

jab se aangan mein uThi diwar hai
is haweli ka khanDar hai aur main

waqt ke parde pe ab to roz-o-shab
ek tamasha-e-digar hai aur main

jaane kya anjam ho 'nasir' mera
ek yar-e-be-KHabar hai aur main

(739) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Anhoni Ka Dar Hai Aur Main written by Nasir Ali Syed at UrduPoint. Ek Anhoni Ka Dar Hai Aur Main is one of the masterpieces written by Nasir Ali Syed. You can also find the complete poetry collection of Nasir Ali Syed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nasir Ali Syed' above.

Ek Anhoni Ka Dar Hai Aur Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Anhoni Ka Dar Hai Aur Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.