Lahu Se Tar Jo KHanjar Hain Ye Nafrat Ki Tamazat Hai, Urdu Ghazal By Nasir Maroof

Lahu Se Tar Jo KHanjar Hain Ye Nafrat Ki Tamazat Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nasir Maroof. Lahu Se Tar Jo KHanjar Hain Ye Nafrat Ki Tamazat Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lahu Se Tar Jo KHanjar Hain Ye Nafrat Ki Tamazat Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لہو سے تر جو خنجر ہیں یہ نفرت کی تمازت ہے

ناصر معروف

لہو سے تر جو خنجر ہیں یہ نفرت کی تمازت ہے

کہ اب جنگل سے بھی بد تر مرے شہروں کی حالت ہے

کسی دن توڑنے والوں کو یہ احساس ہو اے کاش

مہکتا پھول ٹہنی پر محبت کی علامت ہے

بڑائی ہے میاں ساری کی ساری عقل و دانش سے

وگرنہ آدمی میں کب پہاڑوں جیسی طاقت ہے

سخی کچھ تو عطا ہو جائے اب تیرے خزانے سے

مرے دست دعا میں دیکھ میرے دل کی حاجت ہے

جو اپنی ذات میں گم ہیں بھلا ان کو خبر کیا ہو

بچھڑ کر خود سے جینے میں اذیت ہی اذیت ہے

نکل کر باغ جنت سے یہ کس دنیا میں آیا ہوں

جہاں جینا اذیت ہے جہاں مرنا مصیبت ہے

بس اک ٹوٹا ہوا دل ہے وجود خاک میں ناصرؔ

بتا اس آئنے کی اب کوئی جڑنے کی صورت ہے

ناصر معروف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lahu Se Tar Jo KHanjar Hain Ye Nafrat Ki Tamazat Hai

Nasir Maroof

lahu se tar jo KHanjar hain ye nafrat ki tamazat hai
ki ab jangal se bhi bad-tar mere shahron ki haalat hai

kisi din toDne walon ko ye ehsas ho ai kash
mahakta phul Tahni par mohabbat ki alamat hai

baDai hai miyan sari ki sari aql-o-danish se
wagarna aadmi mein kab pahaDon jaisi taqat hai

saKHi kuchh to ata ho jae ab tere KHazane se
mere dast-e-dua mein dekh mere dil ki hajat hai

jo apni zat mein gum hain bhala un ko KHabar kya ho
bichhaD kar KHud se jine mein aziyyat hi aziyyat hai

nikal kar bagh-e-jannat se ye kis duniya mein aaya hun
jahan jina aziyyat hai jahan marna musibat hai

bas ek TuTa hua dil hai wajud-e-KHak mein 'nasir'
bata is aaine ki ab koi juDne ki surat hai

(588) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lahu Se Tar Jo KHanjar Hain Ye Nafrat Ki Tamazat Hai written by Nasir Maroof at UrduPoint. Lahu Se Tar Jo KHanjar Hain Ye Nafrat Ki Tamazat Hai is one of the masterpieces written by Nasir Maroof. You can also find the complete poetry collection of Nasir Maroof by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nasir Maroof' above.

Lahu Se Tar Jo KHanjar Hain Ye Nafrat Ki Tamazat Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lahu Se Tar Jo KHanjar Hain Ye Nafrat Ki Tamazat Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.