Zid Na Kar Mat Samay Milan Ka UjaD, Urdu Ghazal By Nasir Shahzad

Zid Na Kar Mat Samay Milan Ka UjaD is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nasir Shahzad. Zid Na Kar Mat Samay Milan Ka UjaD comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zid Na Kar Mat Samay Milan Ka UjaD on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ضد نہ کر مت سمے ملن کا اجاڑ

ناصر شہزاد

ضد نہ کر مت سمے ملن کا اجاڑ

پریت کا روگ تجھ کو دے گا پچھاڑ

بیٹھ کر گھر میں لکھ نئے اشعار

جا کے سڑکوں پہ لڑکیوں کو نہ تاڑ

عشق اور وصل دو رخ اک تصویر

رائی کو تو سمجھ رہی ہے پہاڑ

دیکھ اب کتنے شادماں ہیں یہ لوگ

ڈال کر مجھ میں اور تجھ میں بگاڑ

رس کی ہر لہر کے عجب موسم

دھوپ کے پوہ چاندنی کے اساڑھ

کب تلک اس کی دھن میں گھومے گا

بوٹ کی ٹو پہ چپکی گرد کو جھاڑ

ڈھلتی رات انتظار اک پرچھائیں

سبزہ بنگلہ سیہ گلاب کی باڑ

ناصر شہزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zid Na Kar Mat Samay Milan Ka UjaD

Nasir Shahzad

zid na kar mat samay milan ka ujaD
prit ka rog tujh ko dega pachhaD

baiTh kar ghar mein likh nae ashaar
ja ke saDkon pe laDkiyon ko na taD

ishq aur wasl do ruKH ek taswir
rai ko to samajh rahi hai pahaD

dekh ab kitne shadman hain ye log
Dal kar mujh mein aur tujh mein bigaD

ras ki har lahr ke ajab mausam
dhup ke poh chandni ke asaDh

kab talak us ki dhun mein ghumega
boot ki To pe chipki gard ko jhaD

Dhalti raat intizar ek parchhain
sabza bangla siyah gulab ki baD

(553) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zid Na Kar Mat Samay Milan Ka UjaD written by Nasir Shahzad at UrduPoint. Zid Na Kar Mat Samay Milan Ka UjaD is one of the masterpieces written by Nasir Shahzad. You can also find the complete poetry collection of Nasir Shahzad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nasir Shahzad' above.

Zid Na Kar Mat Samay Milan Ka UjaD is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zid Na Kar Mat Samay Milan Ka UjaD, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.