Uske Ehsas Ke Jazbon Ki Kahani Hun Main, Urdu Ghazal By Nasreen Naqqash

Uske Ehsas Ke Jazbon Ki Kahani Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nasreen Naqqash. Uske Ehsas Ke Jazbon Ki Kahani Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Uske Ehsas Ke Jazbon Ki Kahani Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کے احساس کے جذبوں کی کہانی ہوں میں

نسرین نقاش

اس کے احساس کے جذبوں کی کہانی ہوں میں

اس کے اشعار کی غزلوں کی جوانی ہوں میں

میری سانسوں میں مہکتا ہوا سنگیت ہے وہ

اس کی نس نس میں ترنم کی روانی ہوں میں

وہ تو سایہ تھا خدا جانے کہاں چھوٹ گیا

ڈھونڈھتی پھرتی ہوں اس کو کہ دوانی ہوں میں

وہ ہے جیسے کسی بیمار کے ہونٹوں پہ دعا

پیاسی آنکھوں پہ برستا ہوا پانی ہوں میں

گھومتے پھرتے تھے نسرینؔ جہاں ہم اک ساتھ

جھیل کے پاس کی وہ شام سہانی ہوں میں

نسرین نقاش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Uske Ehsas Ke Jazbon Ki Kahani Hun Main

Nasreen Naqqash

us ke ehsas ke jazbon ki kahani hun main
us ke ashaar ki ghazlon ki jawani hun main

meri sanson mein mahakta hua sangit hai wo
us ki nas nas mein tarannum ki rawani hun main

wo to saya tha KHuda jaane kahan chhuT gaya
DhunDhti phirti hun us ko ki diwani hun main

wo hai jaise kisi bimar ke honTon pe dua
pyasi aankhon pe barasta hua pani hun main

ghumte phirte the 'nasrin' jahan hum ek sath
jhil ke pas ki wo sham suhani hun main

(429) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Uske Ehsas Ke Jazbon Ki Kahani Hun Main written by Nasreen Naqqash at UrduPoint. Uske Ehsas Ke Jazbon Ki Kahani Hun Main is one of the masterpieces written by Nasreen Naqqash. You can also find the complete poetry collection of Nasreen Naqqash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nasreen Naqqash' above.

Uske Ehsas Ke Jazbon Ki Kahani Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Uske Ehsas Ke Jazbon Ki Kahani Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.