KHwab Mein Teri Shakl Samo Nahin Sakta Main, Urdu Ghazal By Naved Raza

KHwab Mein Teri Shakl Samo Nahin Sakta Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naved Raza. KHwab Mein Teri Shakl Samo Nahin Sakta Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHwab Mein Teri Shakl Samo Nahin Sakta Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خواب میں تیری شکل سمو نہیں سکتا میں

نوید رضا

خواب میں تیری شکل سمو نہیں سکتا میں

اسی لیے تو شاید سو نہیں سکتا میں

میں تو اپنے آنسوؤں سے شرمندہ ہوں

تیری آنکھ کے آنسو رو نہیں سکتا میں

حد نظر تک ریت ہی ریت ہے آنکھوں میں

اب اس ریت میں پھول تو بو نہیں سکتا میں

میں بھی تیرے جیسا ہونا چاہتا ہوں

لیکن اب دریا تو ہو نہیں سکتا میں

دل پر تیری چپ سے لگنے والا داغ

ایسا داغ ہے جس کو دھو نہیں سکتا میں

نوید رضا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHwab Mein Teri Shakl Samo Nahin Sakta Main

Naved Raza

KHwab mein teri shakl samo nahin sakta main
isi liye to shayad so nahin sakta main

main to apne aansuon se sharminda hun
teri aankh ke aansu ro nahin sakta main

hadd-e-nazar tak ret hi ret hai aankhon mein
ab is ret mein phul to bo nahin sakta main

main bhi tere jaisa hona chahta hun
lekin ab dariya to ho nahin sakta main

dil par teri chup se lagne wala dagh
aisa dagh hai jis ko dho nahin sakta main

(462) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHwab Mein Teri Shakl Samo Nahin Sakta Main written by Naved Raza at UrduPoint. KHwab Mein Teri Shakl Samo Nahin Sakta Main is one of the masterpieces written by Naved Raza. You can also find the complete poetry collection of Naved Raza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naved Raza' above.

KHwab Mein Teri Shakl Samo Nahin Sakta Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHwab Mein Teri Shakl Samo Nahin Sakta Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.