Dekho Kabhi Tum Us Ka Bhi Aana Mere Aage, Urdu Ghazal By Naveed Malik

Dekho Kabhi Tum Us Ka Bhi Aana Mere Aage is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naveed Malik. Dekho Kabhi Tum Us Ka Bhi Aana Mere Aage comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dekho Kabhi Tum Us Ka Bhi Aana Mere Aage on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھو کبھی تم اس کا بھی آنا مرے آگے

نوید ملک

دیکھو کبھی تم اس کا بھی آنا مرے آگے

جس کا نہ چلے کوئی بہانہ مرے آگے

رستہ میں اسے دوں کہ نہیں دوں یہ بتاؤ

سورج مرے پیچھے ہے زمانہ مرے آگے

وہ شخص جسے قیس بتاتے ہیں سبھی لوگ

اب وقت نہیں پھر کبھی لانا مرے آگے

اچھا یہ ستم مجھ کو چراغوں کا لگا ہے

ہر شام ترا عکس سجانا مرے آگے

لاتا ہے مجھے کھینچ کے صحرا بھی شب و روز

وحشت بھی پروتی ہے فسانہ مرے آگے

نوید ملک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekho Kabhi Tum Us Ka Bhi Aana Mere Aage

Naveed Malik

dekho kabhi tum us ka bhi aana mere aage
jis ka na chale koi bahana mere aage

raste mein use dun ki nahin dun ye batao
suraj mere pichhe hai zamana mere aage

wo shaKHs jise qais batate hain sabhi log
ab waqt nahin phir kabhi lana mere aage

achchha ye sitam mujh ko charaghon ka laga hai
har sham tera aks sajaana mere aage

lata hai mujhe khinch ke sahra bhi shab-o-roz
wahshat bhi piroti hai fasana mere aage

(467) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekho Kabhi Tum Us Ka Bhi Aana Mere Aage written by Naveed Malik at UrduPoint. Dekho Kabhi Tum Us Ka Bhi Aana Mere Aage is one of the masterpieces written by Naveed Malik. You can also find the complete poetry collection of Naveed Malik by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naveed Malik' above.

Dekho Kabhi Tum Us Ka Bhi Aana Mere Aage is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekho Kabhi Tum Us Ka Bhi Aana Mere Aage, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.