Dil Ke Pahlu Mein Na Itna Dukh Samona Chahiye Tha, Urdu Ghazal By Nayyar Aaqil

Dil Ke Pahlu Mein Na Itna Dukh Samona Chahiye Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nayyar Aaqil. Dil Ke Pahlu Mein Na Itna Dukh Samona Chahiye Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ke Pahlu Mein Na Itna Dukh Samona Chahiye Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کے پہلو میں نہ اتنا دکھ سمونا چاہیے تھا

نیر عاقل

دل کے پہلو میں نہ اتنا دکھ سمونا چاہیے تھا

استطاعت کے مطابق بوجھ ڈھونا چاہیے تھا

اس کو مٹی مل گئی ہے جس کو سونا چاہیے تھا

حرص کا شاید یہی انجام ہونا چاہیے تھا

موت کو درکار تھی اک وسعت بے حد و پایاں

زندگی کو قبر کا سنسان کونا چاہیے تھا

جو ہوا گر وہ نہ ہوتا پھر تو ہوتا جانے کیا کیا

ہم نے مانا جو ہوا وہ سب نہ ہونا چاہیے تھا

نیر عاقل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ke Pahlu Mein Na Itna Dukh Samona Chahiye Tha

Nayyar Aaqil

dil ke pahlu mein na itna dukh samona chahiye tha
istitaat ke mutabiq bojh Dhona chahiye tha

us ko miTTi mil gai hai jis ko sona chahiye tha
hirs ka shayad yahi anjam hona chahiye tha

maut ko darkar thi ek wusat-e-be-hadd-o-payan
zindagi ko qabr ka sunsan kona chahiye tha

jo hua gar wo na hota phir to hota jaane kya kya
hum ne mana jo hua wo sab na hona chahiye tha

(516) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ke Pahlu Mein Na Itna Dukh Samona Chahiye Tha written by Nayyar Aaqil at UrduPoint. Dil Ke Pahlu Mein Na Itna Dukh Samona Chahiye Tha is one of the masterpieces written by Nayyar Aaqil. You can also find the complete poetry collection of Nayyar Aaqil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nayyar Aaqil' above.

Dil Ke Pahlu Mein Na Itna Dukh Samona Chahiye Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ke Pahlu Mein Na Itna Dukh Samona Chahiye Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.