Naghma-zan Andalib Hota Hai, Urdu Ghazal By Naz Nizami

Naghma-zan Andalib Hota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naz Nizami. Naghma-zan Andalib Hota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Naghma-zan Andalib Hota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نغمہ زن عندلیب ہوتا ہے

ناز نظامی

نغمہ زن عندلیب ہوتا ہے

دل کا عالم عجیب ہوتا ہے

خار گل کے قریب ہوتا ہے

اپنا اپنا نصیب ہوتا ہے

کب کسی کا حبیب ہوتا ہے

جو بھی دل کا غریب ہوتا ہے

بے وفا بد نصیب ہوتا ہے

آپ اپنا رقیب ہوتا ہے

غفلت و بے حسی کے عالم میں

نازؔ دل ہی نقیب ہوتا ہے

ناز نظامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Naghma-zan Andalib Hota Hai

Naz Nizami

naghma-zan andalib hota hai
dil ka aalam ajib hota hai

KHar gul ke qarib hota hai
apna apna nasib hota hai

kab kisi ka habib hota hai
jo bhi dil ka gharib hota hai

bewafa bad-nasib hota hai
aap apna raqib hota hai

ghaflat-o-be-hisi ke aalam mein
'naz' dil hi naqib hota hai

(277) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Naghma-zan Andalib Hota Hai written by Naz Nizami at UrduPoint. Naghma-zan Andalib Hota Hai is one of the masterpieces written by Naz Nizami. You can also find the complete poetry collection of Naz Nizami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naz Nizami' above.

Naghma-zan Andalib Hota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Naghma-zan Andalib Hota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.