Na Wo Shuur Ki Lau Hai Na Wo Nazar Ka Charagh, Urdu Ghazal By Naz Qadri

Na Wo Shuur Ki Lau Hai Na Wo Nazar Ka Charagh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Naz Qadri. Na Wo Shuur Ki Lau Hai Na Wo Nazar Ka Charagh comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Wo Shuur Ki Lau Hai Na Wo Nazar Ka Charagh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ وہ شعور کی لو ہے نہ وہ نظر کا چراغ

ناز قادری

نہ وہ شعور کی لو ہے نہ وہ نظر کا چراغ

بجھا پڑا ہے بڑی دیر سے ہنر کا چراغ

اندھیری رات کا دل چیرتا ہو جیسے کوئی

چلا ہے لے کے ہتھیلی پہ کوئی سر کا چراغ

اسی کا نور وراثت ہے ابن آدم کی

وہ زندگی جسے کہتے ہیں ہم سحر کا چراغ

میں اپنے حرف ملامت کا خود شکار ہوا

کہ گھر میں آگ لگی جس سے تھا وہ گھر کا چراغ

اک آنے والے کا ہے کب سے انتظار اسے

کہو ہوا سے بجھائے نہ اس کے در کا چراغ

جو قلب و جاں میں نہ سوز خلوص ہو اے نازؔ

دعا کے طاق میں کیسے جلے اثر کا چراغ

ناز قادری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Wo Shuur Ki Lau Hai Na Wo Nazar Ka Charagh

Naz Qadri

na wo shuur ki lau hai na wo nazar ka charagh
bujha paDa hai baDi der se hunar ka charagh

andheri raat ka dil chirta ho jaise koi
chala hai le ke hatheli pe koi sar ka charagh

usi ka nur wirasat hai ibn-e-adam ki
wo zindagi jise kahte hain hum sahar ka charagh

main apne harf-e-malamat ka KHud shikar hua
ki ghar mein aag lagi jis se tha wo ghar ka charagh

ek aane wale ka hai kab se intizar use
kaho hawa se bujhae na us ke dar ka charagh

jo qalb-o-jaan mein na soz-e-KHulus ho ai 'naz'
dua ke taq mein kaise jale asar ka charagh

(559) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Wo Shuur Ki Lau Hai Na Wo Nazar Ka Charagh written by Naz Qadri at UrduPoint. Na Wo Shuur Ki Lau Hai Na Wo Nazar Ka Charagh is one of the masterpieces written by Naz Qadri. You can also find the complete poetry collection of Naz Qadri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Naz Qadri' above.

Na Wo Shuur Ki Lau Hai Na Wo Nazar Ka Charagh is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Wo Shuur Ki Lau Hai Na Wo Nazar Ka Charagh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.