Us Saz Ki Aawaz Zara Bhi Nahin Aati, Urdu Ghazal By Nazar Jalanvi

Us Saz Ki Aawaz Zara Bhi Nahin Aati is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazar Jalanvi. Us Saz Ki Aawaz Zara Bhi Nahin Aati comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Us Saz Ki Aawaz Zara Bhi Nahin Aati on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس ساز کی آواز ذرا بھی نہیں آتی

نظر جالنوی

اس ساز کی آواز ذرا بھی نہیں آتی

دل ٹوٹتا ہے اور صدا بھی نہیں آتی

رنگ اڑ گیا ایسا جو دلہن ہو گئی بیوہ

ہاتھوں میں نظر اس کے حنا بھی نہیں آتی

یہ ہے نئی تہذیب کی عریانی کا عالم

فخر اس کو سمجھنے میں حیا بھی نہیں آتی

روشن وہ چراغ اپنے عزائم سے کیا ہے

اس سمت ہوا کی تو ہوا بھی نہیں آتی

مرنے سے نہ گھبراؤ اگر حادثہ آئے

مرضی نہ ہو رب کی تو قضا بھی نہیں آتی

ہر بات میں وہ عجز کے پیکر ہیں نظر ہم

لب پر کبھی گفتار انا بھی نہیں آتی

نظر جالنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Saz Ki Aawaz Zara Bhi Nahin Aati

Nazar Jalanvi

us saz ki aawaz zara bhi nahin aati
dil TuTta hai aur sada bhi nahin aati

rang uD gaya aisa jo dulhan ho gai bewa
hathon mein nazar us ke hina bhi nahin aati

ye hai nai tahzib ki uryani ka aalam
faKHr is ko samajhne mein haya bhi nahin aati

raushan wo charagh apne azaem se kiya hai
is samt hawa ki to hawa bhi nahin aati

marne se na ghabrao agar hadisa aae
marzi na ho rab ki to qaza bhi nahin aati

har baat mein wo ijz ke paikar hain nazar hum
lab par kabhi guftar-e-ana bhi nahin aati

(531) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Us Saz Ki Aawaz Zara Bhi Nahin Aati written by Nazar Jalanvi at UrduPoint. Us Saz Ki Aawaz Zara Bhi Nahin Aati is one of the masterpieces written by Nazar Jalanvi. You can also find the complete poetry collection of Nazar Jalanvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazar Jalanvi' above.

Us Saz Ki Aawaz Zara Bhi Nahin Aati is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us Saz Ki Aawaz Zara Bhi Nahin Aati, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.