Ab To Jine Ki Koi Aas Nahin, Urdu Ghazal By Nazar Kanpuri

Ab To Jine Ki Koi Aas Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazar Kanpuri. Ab To Jine Ki Koi Aas Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab To Jine Ki Koi Aas Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب تو جینے کی کوئی آس نہیں

نظر کانپوری

اب تو جینے کی کوئی آس نہیں

تیری یادیں بھی میرے پاس نہیں

سیکھ لیتے ہیں وہ فن الفت

دیر میں عشق کا کلاس نہیں

دیکھ لوں تیری نرگسی آنکھیں

اور کوئی بھی مجھ کو پیاس نہیں

پی رہا ہوں میں اشک غم ساقی

مے سے لبریز یہ گلاس نہیں

جب سے مجھ سے بچھڑ گیا کوئی

زندگی آئی مجھ کو راس نہیں

صحن‌ گلشن کے پھول شرمائے

کوئی بھی تجھ سا خوش لباس نہیں

جو تھا قسمت میں وہ نظر آیا

غم میں بھی رہ کے میں اداس نہیں

نظر کانپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab To Jine Ki Koi Aas Nahin

Nazar Kanpuri

ab to jine ki koi aas nahin
teri yaaden bhi mere pas nahin

sikh lete hain wo fan-e-ulfat
dair mein ishq ka class nahin

dekh lun teri nargisi aankhen
aur koi bhi mujh ko pyas nahin

pi raha hun main ashk-e-gham-e-saqi
mai se labrez ye gilas nahin

jab se mujh se bichhaD gaya koi
zindagi aai mujh ko ras nahin

sahn-e-gulshan ke phul sharmae
koi bhi tujh sa KHush-libas nahin

jo tha qismat mein wo nazar aaya
gham mein bhi rah ke main udas nahin

(861) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab To Jine Ki Koi Aas Nahin written by Nazar Kanpuri at UrduPoint. Ab To Jine Ki Koi Aas Nahin is one of the masterpieces written by Nazar Kanpuri. You can also find the complete poetry collection of Nazar Kanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazar Kanpuri' above.

Ab To Jine Ki Koi Aas Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab To Jine Ki Koi Aas Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.