Wafa Ko Kahan Bewafa Jaanta Hai, Urdu Ghazal By Nazar Kanpuri

Wafa Ko Kahan Bewafa Jaanta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazar Kanpuri. Wafa Ko Kahan Bewafa Jaanta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wafa Ko Kahan Bewafa Jaanta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وفا کو کہاں بے وفا جانتا ہے

نظر کانپوری

وفا کو کہاں بے وفا جانتا ہے

حقیقت ہے کیا آئنہ جانتا ہے

کسی کو بتانے سے کیا ہوگا حاصل

مرا حال میرا خود جانتا ہے

کوئی بھی نہ بولا جو میں نے یہ پوچھا

کوئی اس کے گھر کا پتہ جانتا ہے

ذرا عشق کرنے سے پہلے سمجھ لے

محبت کا کیا فلسفہ جانتا ہے

اندھیرا بہت اور لمبا سفر ہے

ہے منزل کہاں رہنما جانتا ہے

نظرؔ آندھیوں میں جو روشن ہے اب تک

دیا بھی مزاج ہوا جانتا ہے

نظر کانپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wafa Ko Kahan Bewafa Jaanta Hai

Nazar Kanpuri

wafa ko kahan bewafa jaanta hai
haqiqat hai kya aaina jaanta hai

kisi ko batane se kya hoga hasil
mera haal mera KHud jaanta hai

koi bhi na bola jo main ne ye puchha
koi us ke ghar ka pata jaanta hai

zara ishq karne se pahle samajh le
mohabbat ka kya falsafa jaanta hai

andhera bahut aur lamba safar hai
hai manzil kahan rahnuma jaanta hai

'nazar' aandhiyon mein jo raushan hai ab tak
diya bhi mizaj-e-hawa jaanta hai

(538) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wafa Ko Kahan Bewafa Jaanta Hai written by Nazar Kanpuri at UrduPoint. Wafa Ko Kahan Bewafa Jaanta Hai is one of the masterpieces written by Nazar Kanpuri. You can also find the complete poetry collection of Nazar Kanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazar Kanpuri' above.

Wafa Ko Kahan Bewafa Jaanta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wafa Ko Kahan Bewafa Jaanta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.