Jab Na Aane Ki Qasam Aapne Kha Rakkhi Thi, Urdu Ghazal By Nazeer Baaqri

Jab Na Aane Ki Qasam Aapne Kha Rakkhi Thi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazeer Baaqri. Jab Na Aane Ki Qasam Aapne Kha Rakkhi Thi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Na Aane Ki Qasam Aapne Kha Rakkhi Thi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب نہ آنے کی قسم آپ نے کھا رکھی تھی

نظیر باقری

جب نہ آنے کی قسم آپ نے کھا رکھی تھی

میں نے پھر کس کے لیے شمع جلا رکھی تھی

رکھ دیا ان کو بھی جھولی میں ستم گاروں کی

میں نے جن ہاتھوں سے بنیاد وفا رکھی تھی

جانتا کون بھلا کیسے کسی کے حالات

وقت نے بیچ میں دیوار اٹھا رکھی تھی

اس لیے چل نہ سکا کوئی بھی خنجر مجھ پر

میری شہ رگ پہ مری ماں کی دعا رکھی تھی

کس لیے مجھ کو نہ سولی پہ چڑھایا جاتا

منصفوں نے یہ مرے سچ کی سزا رکھی تھی

نظیر باقری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Na Aane Ki Qasam Aapne Kha Rakkhi Thi

Nazeer Baaqri

jab na aane ki qasam aap ne kha rakkhi thi
main ne phir kis ke liye shama jala rakkhi thi

rakh diya un ko bhi jholi mein sitamgaron ki
main ne jin hathon se buniyaad-e-wafa rakkhi thi

jaanta kaun bhala kaise kisi ke haalat
waqt ne bich mein diwar uTha rakkhi thi

is liye chal na saka koi bhi KHanjar mujh par
meri shah-rag pe meri man ki dua rakkhi thi

kis liye mujh ko na suli pe chaDhaya jata
munsifon ne ye mere sach ki saza rakkhi thi

(587) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jab Na Aane Ki Qasam Aapne Kha Rakkhi Thi written by Nazeer Baaqri at UrduPoint. Jab Na Aane Ki Qasam Aapne Kha Rakkhi Thi is one of the masterpieces written by Nazeer Baaqri. You can also find the complete poetry collection of Nazeer Baaqri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazeer Baaqri' above.

Jab Na Aane Ki Qasam Aapne Kha Rakkhi Thi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Na Aane Ki Qasam Aapne Kha Rakkhi Thi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.