Jab Zabanon Mein Yahan Sone Ke Tale PaD Gae, Urdu Ghazal By Nazeer Baaqri

Jab Zabanon Mein Yahan Sone Ke Tale PaD Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazeer Baaqri. Jab Zabanon Mein Yahan Sone Ke Tale PaD Gae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Zabanon Mein Yahan Sone Ke Tale PaD Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب زبانوں میں یہاں سونے کے تالے پڑ گئے

نظیر باقری

جب زبانوں میں یہاں سونے کے تالے پڑ گئے

دودھیا چہرے تھے جتنے وہ بھی کالے پڑ گئے

ڈوبنے سے پہلے سورج کے نکل آتا ہے چاند

ہاتھ دھو کر شام کے پیچھے اجالے پڑ گئے

بلبلے پانی پہ مت سمجھو ہوائیں قید ہیں

سانس لینے کے لیے موجوں کو لالے پڑ گئے

جب سے اس پر ایک چلو پیاس کے شعلے گرے

تب سے سارے جسم میں دریا کے چھالے پڑ گئے

کیا بتا پائیں گی وہ منظر کا پس منظر ہمیں

خود نمائی کر کے جن آنکھوں میں جالے پڑ گئے

نظیر باقری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Zabanon Mein Yahan Sone Ke Tale PaD Gae

Nazeer Baaqri

jab zabanon mein yahan sone ke tale paD gae
dudhiya chehre the jitne wo bhi kale paD gae

Dubne se pahle suraj ke nikal aata hai chand
hath dho kar sham ke pichhe ujale paD gae

bulbule pani pe mat samjho hawaen qaid hain
sans lene ke liye maujon ko lale paD gae

jab se us par ek chullu pyas ke shoale gire
tab se sare jism mein dariya ke chhaale paD gae

kya bata paengi wo manzar ka pas-e-manzar hamein
KHud-numai kar ke jin aankhon mein jale paD gae

(535) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jab Zabanon Mein Yahan Sone Ke Tale PaD Gae written by Nazeer Baaqri at UrduPoint. Jab Zabanon Mein Yahan Sone Ke Tale PaD Gae is one of the masterpieces written by Nazeer Baaqri. You can also find the complete poetry collection of Nazeer Baaqri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazeer Baaqri' above.

Jab Zabanon Mein Yahan Sone Ke Tale PaD Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Zabanon Mein Yahan Sone Ke Tale PaD Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.