Din Dhala Jata Hai Sham Aati Hai Ghabraata Hun Main, Urdu Ghazal By Nazeer Banarasi

Din Dhala Jata Hai Sham Aati Hai Ghabraata Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazeer Banarasi. Din Dhala Jata Hai Sham Aati Hai Ghabraata Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Din Dhala Jata Hai Sham Aati Hai Ghabraata Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دن ڈھلا جاتا ہے شام آتی ہے گھبراتا ہوں میں

نذیر بنارسی

دن ڈھلا جاتا ہے شام آتی ہے گھبراتا ہوں میں

ڈوبتا جاتا ہے سورج ڈوبتا جاتا ہوں میں

اک ٹھکانہ تھا جہاں بہلا لیا کرتا تھا دل

آج اس محفل کو بھی زیر و زبر پاتا ہوں میں

آ گئی ہے یاد آج اپنے دل مرحوم کی

ساری دنیا سوگ میں ڈوبی ہوئی پاتا ہوں میں

میری گزری زندگی آواز دیتی ہے مجھے

اے مغنی بند کر نغمہ کہ گھبراتا ہوں میں

رفتہ رفتہ عشق اس منزل میں لایا ہے مجھے

درد اٹھتا ہے کسی کو اور تڑپ جاتا ہوں میں

تم وہی محفل وہی محفل کی رعنائی وہی

ان دنوں کچھ اپنے ہی کو دوسرا پاتا ہوں میں

یہ سفیدی ہے سحر کی یا تمنا کا کفن

ہائے کیا پانا تھا کیا وقت سحر پاتا ہوں میں

روشنی دیتا ہوں سب کو اک بجھے دل سے نذیرؔ

اپنی سرد آہوں سے ہر محفل کو گرماتا ہوں میں

نذیر بنارسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Din Dhala Jata Hai Sham Aati Hai Ghabraata Hun Main

Nazeer Banarasi

din Dhala jata hai sham aati hai ghabraata hun main
Dubta jata hai suraj Dubta jata hun main

ek Thikana tha jahan bahla liya karta tha dil
aaj us mahfil ko bhi zer-o-zabar pata hun main

aa gai hai yaad aaj apne dil-e-marhum ki
sari duniya sog mein Dubi hui pata hun main

meri guzri zindagi aawaz deti hai mujhe
ai mughanni band kar naghma ki ghabraata hun main

rafta rafta ishq is manzil mein laya hai mujhe
dard uThta hai kisi ko aur taDap jata hun main

tum wahi mahfil wahi mahfil ki ranai wahi
in dinon kuchh apne hi ko dusra pata hun main

ye safedi hai sahar ki ya tamanna ka kafan
hae kya pana tha kya waqt-e-sahar pata hun main

raushni deta hun sab ko ek bujhe dil se 'nazir'
apni sard aahon se har mahfil ko garmata hun main

(403) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Din Dhala Jata Hai Sham Aati Hai Ghabraata Hun Main written by Nazeer Banarasi at UrduPoint. Din Dhala Jata Hai Sham Aati Hai Ghabraata Hun Main is one of the masterpieces written by Nazeer Banarasi. You can also find the complete poetry collection of Nazeer Banarasi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazeer Banarasi' above.

Din Dhala Jata Hai Sham Aati Hai Ghabraata Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Din Dhala Jata Hai Sham Aati Hai Ghabraata Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.