BaDha Do Dard Ki Lau Aur Kam Hai Mere Liye, Urdu Ghazal By Nazim Naqvi

BaDha Do Dard Ki Lau Aur Kam Hai Mere Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazim Naqvi. BaDha Do Dard Ki Lau Aur Kam Hai Mere Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read BaDha Do Dard Ki Lau Aur Kam Hai Mere Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بڑھا دو درد کی لو اور کم ہے میرے لئے

ناظم نقوی

بڑھا دو درد کی لو اور کم ہے میرے لئے

ابھی یہ عشق میں پہلا قدم ہے میرے لیے

جہاں جہاں سے ہیں وابستہ خواب لوگوں کے

وہ ہر مقام بہت محترم ہے میرے لیے

مٹاتے جاؤ گے تم درج کرتے جائیں گے ہم

تمہارے واسطے خنجر قلم ہے میرے لیے

ہر ایک لمحہ تری جستجو میں خرچ ہوا

مجھے یہ لگتا تھا میرا جنم ہے میرے لیے

میں اپنی راہ کی خود روشنی بنوں تو بنوں

کوئی خدا ہے نہ کوئی صنم ہے میرے لیے

ناظم نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BaDha Do Dard Ki Lau Aur Kam Hai Mere Liye

Nazim Naqvi

baDha do dard ki lau aur kam hai mere liye
abhi ye ishq mein pahla qadam hai mere liye

jahan jahan se hain wabasta KHwab logon ke
wo har maqam bahut mohtaram hai mere liye

miTate jaoge tum darj karte jaenge hum
tumhaare waste KHanjar qalam hai mere liye

har ek lamha teri justuju mein KHarch hua
mujhe ye lagta tha mera janam hai mere liye

main apni rah ki KHud raushni banun to banun
koi KHuda hai na koi sanam hai mere liye

(612) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read BaDha Do Dard Ki Lau Aur Kam Hai Mere Liye written by Nazim Naqvi at UrduPoint. BaDha Do Dard Ki Lau Aur Kam Hai Mere Liye is one of the masterpieces written by Nazim Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Nazim Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazim Naqvi' above.

BaDha Do Dard Ki Lau Aur Kam Hai Mere Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like BaDha Do Dard Ki Lau Aur Kam Hai Mere Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.