Kuchh Nahin Hai Magar Hai Ye Duniya, Urdu Ghazal By Nazim Naqvi

Kuchh Nahin Hai Magar Hai Ye Duniya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nazim Naqvi. Kuchh Nahin Hai Magar Hai Ye Duniya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Nahin Hai Magar Hai Ye Duniya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ نہیں ہے مگر ہے یہ دنیا

ناظم نقوی

کچھ نہیں ہے مگر ہے یہ دنیا

اپنی اپنی نظر ہے یہ دنیا

اپنے مرکز پہ رقص کرتی ہوئی

اک مسلسل سفر ہے یہ دنیا

ایک پرندے کی زد میں آئی ہوئی

اک پرندے کا گھر ہے یہ دنیا

میں جدھر ہوں ادھر تو بس میں ہوں

تو جدھر ہے ادھر ہے یہ دنیا

اس طرح صبح کو لگاتی ہے

جیسے تازہ خبر ہے یہ دنیا

ناظم نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Nahin Hai Magar Hai Ye Duniya

Nazim Naqvi

kuchh nahin hai magar hai ye duniya
apni apni nazar hai ye duniya

apne markaz pe raqs karti hui
ek musalsal safar hai ye duniya

ek parinde ki zad mein aai hui
ek parinde ka ghar hai ye duniya

main jidhar hun udhar to bas main hun
tu jidhar hai udhar hai ye duniya

is tarah subh ko lagati hai
jaise taza KHabar hai ye duniya

(478) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Nahin Hai Magar Hai Ye Duniya written by Nazim Naqvi at UrduPoint. Kuchh Nahin Hai Magar Hai Ye Duniya is one of the masterpieces written by Nazim Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Nazim Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nazim Naqvi' above.

Kuchh Nahin Hai Magar Hai Ye Duniya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Nahin Hai Magar Hai Ye Duniya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.