KHayal-e-yar Ki Galiyon Se Jab Guzarte Hain, Urdu Ghazal By Neelam Bhatti

KHayal-e-yar Ki Galiyon Se Jab Guzarte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Neelam Bhatti. KHayal-e-yar Ki Galiyon Se Jab Guzarte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHayal-e-yar Ki Galiyon Se Jab Guzarte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خیال یار کی گلیوں سے جب گزرتے ہیں

نیلم بھٹی

خیال یار کی گلیوں سے جب گزرتے ہیں

نئے غرور سے فرقت کے داغ جلتے ہیں

نمی ہے آنکھ میں گو کہ تمہاری یادوں کی

اسی بہانے کئی اور غم برستے ہیں

وصال یار کا موسم تھا میری چوڑی تھی

کلائیوں پہ ابھی تک وہ پل دھڑکتے ہیں

نگاہ یار کو کیسے غزل کروں گی میں

کہ اس کے دیکھنے سے قافیے بہکتے ہیں

ہزار سال طوالت ہے اس جدائی کی

ہزار آنکھ میں آنسو ابھی سلگتے ہیں

ہمارے بام پہ رکتا ہے اس تسلسل سے

پرانے درد نئے چاند میں دمکتے ہیں

وہ میری پہلی محبت کا عکس ہے نیلمؔ

اسی پہ حرف محبت تمام کرتے ہیں

نیلم بھٹی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHayal-e-yar Ki Galiyon Se Jab Guzarte Hain

Neelam Bhatti

KHayal-e-yar ki galiyon se jab guzarte hain
nae ghurur se furqat ke dagh jalte hain

nami hai aankh mein go ki tumhaari yaadon ki
isi bahane kai aur gham baraste hain

visal-e-yar ka mausam tha meri chuDi thi
kalaiyon pe abhi tak wo pal dhaDakte hain

nigah-e-yar ko kaise ghazal karungi main
ki us ke dekhne se qafiye bahakte hain

hazar sal tawalat hai is judai ki
hazar aankh mein aansu abhi sulagte hain

hamare baam pe rukta hai is tasalsul se
purane dard nae chand mein damakte hain

wo meri pahli mohabbat ka aks hai 'nilam'
usi pe harf-e-mohabbat tamam karte hain

(553) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHayal-e-yar Ki Galiyon Se Jab Guzarte Hain written by Neelam Bhatti at UrduPoint. KHayal-e-yar Ki Galiyon Se Jab Guzarte Hain is one of the masterpieces written by Neelam Bhatti. You can also find the complete poetry collection of Neelam Bhatti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Neelam Bhatti' above.

KHayal-e-yar Ki Galiyon Se Jab Guzarte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHayal-e-yar Ki Galiyon Se Jab Guzarte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.