Ishq Ke Panapne Ko Fasla Zaruri Hai, Urdu Ghazal By Neelam Bhatti

Ishq Ke Panapne Ko Fasla Zaruri Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Neelam Bhatti. Ishq Ke Panapne Ko Fasla Zaruri Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ishq Ke Panapne Ko Fasla Zaruri Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عشق کے پنپنے کو فاصلہ ضروری ہے

نیلم بھٹی

عشق کے پنپنے کو فاصلہ ضروری ہے

ساز کے دھڑکنے کو واقعہ ضروری ہے

ہر جدائی کے پیچھے کوئی راز ہوتا ہے

خواب کے بکھرنے کو وسوسہ ضروری ہے

بات ٹوٹ جاتی ہے بات کو بنانے میں

بات کو بنانے میں حوصلہ ضروری ہے

خواب کے سمندر میں ناؤ ڈوب جاتی ہے

خواب کو بچانے کا سلسلہ ضروری ہے

نازؔ کی طبیعت کہ یہ نہ جان پائے گی

دشت دل سنورنے کو آبلہ ضروری ہے

نیلم بھٹی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq Ke Panapne Ko Fasla Zaruri Hai

Neelam Bhatti

ishq ke panapne ko fasla zaruri hai
saz ke dhaDakne ko waqia zaruri hai

har judai ke pichhe koi raaz hota hai
KHwab ke bikharne ko waswasa zaruri hai

baat TuT jati hai baat ko banane mein
baat ko banane mein hausla zaruri hai

KHwab ke samundar mein naw Dub jati hai
KHwab ko bachane ka silsila zaruri hai

'naz' ki tabiat ki ye na jaan paegi
dasht-e-dil sanwarne ko aabla zaruri hai

(540) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ishq Ke Panapne Ko Fasla Zaruri Hai written by Neelam Bhatti at UrduPoint. Ishq Ke Panapne Ko Fasla Zaruri Hai is one of the masterpieces written by Neelam Bhatti. You can also find the complete poetry collection of Neelam Bhatti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Neelam Bhatti' above.

Ishq Ke Panapne Ko Fasla Zaruri Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq Ke Panapne Ko Fasla Zaruri Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.