Jhil Mein Chand Muskuraata Hai, Urdu Ghazal By Neelu Megh Neelam

Jhil Mein Chand Muskuraata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Neelu Megh Neelam. Jhil Mein Chand Muskuraata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jhil Mein Chand Muskuraata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جھیل میں چاند مسکراتا ہے

نیلو میگھ نیلم

جھیل میں چاند مسکراتا ہے

یہ مجھے کون یاد آتا ہے

وہ ملاتا ہے جب نظر سے نظر

برف میں آگ سی لگاتا ہے

جب سے وہ روٹھ سا گیا مجھ سے

میری آنکھوں میں مسکراتا ہے

آج کل دیکھ کر مری جانب

وہ نئے گیت گنگناتا ہے

کوئی چھوتا ہے جب بدن میرا

وقت نشے میں ڈوب جاتا ہے

دل سے ہوتی ہے دور ہر کلفت

جب وہ میرے قریب آتا ہے

اچھی لگتی ہوں میں اسے شاید

ربط مجھ سے جو وہ بڑھاتا ہے

اور کھلتی ہے ہاتھ میں مہندی

مہر بوسہ جو وہ لگاتا ہے

نیلو میگھ نیلم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jhil Mein Chand Muskuraata Hai

Neelu Megh Neelam

jhil mein chand muskuraata hai
ye mujhe kaun yaad aata hai

wo milata hai jab nazar se nazar
barf mein aag si lagata hai

jab se wo ruTh sa gaya mujh se
meri aankhon mein muskuraata hai

aaj-kal dekh kar meri jaanib
wo nae git gungunata hai

koi chhuta hai jab badan mera
waqt nashshe mein Dub jata hai

dil se hoti hai dur har kulfat
jab wo mere qarib aata hai

achchhi lagti hun main use shayad
rabt mujh se jo wo baDhata hai

aur khilti hai hath mein mehndi
muhr-e-bosa jo wo lagata he

(483) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jhil Mein Chand Muskuraata Hai written by Neelu Megh Neelam at UrduPoint. Jhil Mein Chand Muskuraata Hai is one of the masterpieces written by Neelu Megh Neelam. You can also find the complete poetry collection of Neelu Megh Neelam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Neelu Megh Neelam' above.

Jhil Mein Chand Muskuraata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jhil Mein Chand Muskuraata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.