Mohabbat Mein Ilzam Kya Dekhta Hai, Urdu Ghazal By Nihal Taban

Mohabbat Mein Ilzam Kya Dekhta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nihal Taban. Mohabbat Mein Ilzam Kya Dekhta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mohabbat Mein Ilzam Kya Dekhta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

محبت میں الزام کیا دیکھتا ہے

نہال تاباں

محبت میں الزام کیا دیکھتا ہے

یہ آغاز و انجام کیا دیکھتا ہے

یہاں رہ گزر کے سوا کچھ نہیں ہے

یہ مڑ مڑ کے ہر گام کیا دیکھتا ہے

ابھی تو بہت دور چلنا ہے تجھ کو

گھڑی بھر کا آرام کیا دیکھتا ہے

شکم کی اسیری سے آزاد ہو جا

یہ دانہ تہ دام کیا دیکھتا ہے

ادب ساقیا کا کہاں تک کرے گا

اٹھا لے کوئی جام کیا دیکھتا ہے

جہاں میں بڑی چیز ہے دل کی مستی

چھلکتا ہوا جام کیا دیکھتا ہے

تصور میں تاباںؔ یہ کھویا ہوا سا

افق پر سر شام کیا دیکھتا ہے

نہال تاباں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mohabbat Mein Ilzam Kya Dekhta Hai

Nihal Taban

mohabbat mein ilzam kya dekhta hai
ye aaghaz-o-anjam kya dekhta hai

yahan rahguzar ke siwa kuchh nahin hai
ye muD muD ke har-gam kya dekhta hai

abhi to bahut dur chalna hai tujh ko
ghaDi bhar ka aaram kya dekhta hai

shikam ki asiri se aazad ho ja
ye dana tah-e-dam kya dekhta hai

adab saqiya ka kahan tak karega
uTha le koi jam kya dekhta hai

jahan mein baDi chiz hai dil ki masti
chhalakta hua jam kya dekhta hai

tasawwur mein 'taban' ye khoya hua sa
ufuq par sar-e-sham kya dekhta hai

(525) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mohabbat Mein Ilzam Kya Dekhta Hai written by Nihal Taban at UrduPoint. Mohabbat Mein Ilzam Kya Dekhta Hai is one of the masterpieces written by Nihal Taban. You can also find the complete poetry collection of Nihal Taban by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nihal Taban' above.

Mohabbat Mein Ilzam Kya Dekhta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mohabbat Mein Ilzam Kya Dekhta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.