Tabassum Ko Dil-arai Mein Rakhiye, Urdu Ghazal By Nihal Taban

Tabassum Ko Dil-arai Mein Rakhiye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nihal Taban. Tabassum Ko Dil-arai Mein Rakhiye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tabassum Ko Dil-arai Mein Rakhiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تبسم کو دل آرائی میں رکھئے

نہال تاباں

تبسم کو دل آرائی میں رکھئے

مگر غم دل کی گہرائی میں رکھئے

ہر اک سے کھل کے ملیے دل سے لیکن

کوئی پردہ شناسائی میں رکھئے

اکیلے میں جنم لیتے ہیں سپنے

جوانی کو نہ تنہائی میں رکھئے

مراسم اور اپنوں سے مراسم

سنبھل کر پاؤں گہرائی میں رکھئے

نہ جانے کب ہوا چل جائے تاباںؔ

بجھا کر آگ انگنائی میں رکھئے

نہال تاباں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tabassum Ko Dil-arai Mein Rakhiye

Nihal Taban

tabassum ko dil-arai mein rakhiye
magar gham dil ki gahrai mein rakhiye

har ek se khul ke miliye dil se lekin
koi parda shanasai mein rakhiye

akele mein janam lete hain sapne
jawani ko na tanhai mein rakhiye

marasim aur apnon se marasim
sanbhal kar panw gahrai mein rakhiye

na jaane kab hawa chal jae 'taban'
bujha kar aag angnai mein rakhiye

(500) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tabassum Ko Dil-arai Mein Rakhiye written by Nihal Taban at UrduPoint. Tabassum Ko Dil-arai Mein Rakhiye is one of the masterpieces written by Nihal Taban. You can also find the complete poetry collection of Nihal Taban by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nihal Taban' above.

Tabassum Ko Dil-arai Mein Rakhiye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tabassum Ko Dil-arai Mein Rakhiye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.