Manzilen Nahin Chaltin Fasla Nahin Chalta, Urdu Ghazal By Nihal Taban

Manzilen Nahin Chaltin Fasla Nahin Chalta is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nihal Taban. Manzilen Nahin Chaltin Fasla Nahin Chalta comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Manzilen Nahin Chaltin Fasla Nahin Chalta on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

منزلیں نہیں چلتیں فاصلہ نہیں چلتا

نہال تاباں

منزلیں نہیں چلتیں فاصلہ نہیں چلتا

راہگیر چلتے ہیں راستہ نہیں چلتا

طاقتوں کے گھیرے ہیں ہمتوں کی اک حد ہے

کوئی وقت کے آگے حوصلہ نہیں چلتا

اک اداس ہوتے ہیں سب اداس ہوتے ہیں

اور اس اداسی کا کچھ پتہ نہیں چلتا

جو بھی ہے پہنچتا ہے ڈوب کر کناروں تک

عشق کے سمندر میں تیرنا نہیں چلتا

خود بخود گلستاں میں ہر کلی سنورتی ہے

اس نگار خانے میں آئنہ نہیں چلتا

صرف راہ بر تاباںؔ راستہ دکھاتا ہے

شوق لے کے چلتا ہے رہنما نہیں چلتا

نہال تاباں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Manzilen Nahin Chaltin Fasla Nahin Chalta

Nihal Taban

manzilen nahin chaltin fasla nahin chalta
rahgir chalte hain rasta nahin chalta

taqaton ke ghere hain himmaton ki ek had hai
koi waqt ke aage hausla nahin chalta

ek udas hote hain sab udas hote hain
aur is udasi ka kuchh pata nahin chalta

jo bhi hai pahunchta hai Dub kar kinaron tak
ishq ke samundar mein tairna nahin chalta

KHud-baKHud gulistan mein har kali sanwarti hai
is nigar-KHane mein aaina nahin chalta

sirf rahbar 'taban' rasta dikhata hai
shauq le ke chalta hai rahnuma nahin chalta

(634) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Manzilen Nahin Chaltin Fasla Nahin Chalta written by Nihal Taban at UrduPoint. Manzilen Nahin Chaltin Fasla Nahin Chalta is one of the masterpieces written by Nihal Taban. You can also find the complete poetry collection of Nihal Taban by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nihal Taban' above.

Manzilen Nahin Chaltin Fasla Nahin Chalta is a widely read Urdu Ghazal. If you like Manzilen Nahin Chaltin Fasla Nahin Chalta, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.