Main Kis Ki Khoj Mein Is Karb Se Guzarta Raha, Urdu Ghazal By Nisar Nasik

Main Kis Ki Khoj Mein Is Karb Se Guzarta Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nisar Nasik. Main Kis Ki Khoj Mein Is Karb Se Guzarta Raha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Kis Ki Khoj Mein Is Karb Se Guzarta Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں کس کی کھوج میں اس کرب سے گزرتا رہا

نثار ناسک

میں کس کی کھوج میں اس کرب سے گزرتا رہا

کہ شاخ شاخ پہ کھلتا رہا بکھرتا رہا

مجھے تو اتنی خبر ہے کہ مشت خاک تھا میں

جو چاک مہلت گریہ پہ رقص کرتا رہا

یہ سانس بھر مرے حصے کا خواب کیسا تھا

کہ جس میں اپنے لہو سے میں رنگ بھرتا رہا

عجیب جنگ رہی میری میرے عہد کے ساتھ

میں اس کے جال کو وہ میرے پر کترتا رہا

انہوں نے مجھ کو سمندر ہی دیکھنے نہ دیا

کہ گھر کا گھر ہی مرے ڈوبنے سے ڈرتا رہا

نثار ناسک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Kis Ki Khoj Mein Is Karb Se Guzarta Raha

Nisar Nasik

main kis ki khoj mein is karb se guzarta raha
ki shaKH shaKH pe khilta raha bikharta raha

mujhe to itni KHabar hai ki musht-e-KHak tha main
jo chaak mohlat-e-girya pe raqs karta raha

ye sans bhar mere hisse ka KHwab kaisa tha
ki jis mein apne lahu se main rang bharta raha

ajib jang rahi meri mere ahd ke sath
main us ke jal ko wo mere par katarta raha

unhon ne mujh ko samundar hi dekhne na diya
ki ghar ka ghar hi mere Dubne se Darta raha

(459) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Kis Ki Khoj Mein Is Karb Se Guzarta Raha written by Nisar Nasik at UrduPoint. Main Kis Ki Khoj Mein Is Karb Se Guzarta Raha is one of the masterpieces written by Nisar Nasik. You can also find the complete poetry collection of Nisar Nasik by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nisar Nasik' above.

Main Kis Ki Khoj Mein Is Karb Se Guzarta Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Kis Ki Khoj Mein Is Karb Se Guzarta Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.