Ye Na Samjho Ki Sirf Pani Hai, Urdu Ghazal By Nishant Shrivastava Nayab

Ye Na Samjho Ki Sirf Pani Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nishant Shrivastava Nayab. Ye Na Samjho Ki Sirf Pani Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Na Samjho Ki Sirf Pani Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ نہ سمجھو کہ صرف پانی ہے

نشانت شری واستو نایاب

یہ نہ سمجھو کہ صرف پانی ہے

اس کی آنکھوں میں اک کہانی ہے

خواب میں آئینہ چمکتے ہیں

نیند ایسے میں کیسے آنی ہے

ہم سرابوں سے مطمئن تھے مگر

کوئی بولا کہ آگے پانی ہے

مفلسی میں بھی ہنس رہا ہے وہ

کس کی اس دل پے حکمرانی ہے

ایسے حالات میں بھی ہوں زندہ

یہ کتابوں کی مہربانی ہے

نشانت شری واستو نایاب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Na Samjho Ki Sirf Pani Hai

Nishant Shrivastava Nayab

ye na samjho ki sirf pani hai
us ki aankhon mein ek kahani hai

KHwab mein aaina chamakte hain
nind aise mein kaise aani hai

hum sarabon se mutmain the magar
koi bola ki aage pani hai

muflisi mein bhi hans raha hai wo
kis ki is dil pe hukmarani hai

aise haalat mein bhi hun zinda
ye kitabon ki mehrbani hai

(516) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Na Samjho Ki Sirf Pani Hai written by Nishant Shrivastava Nayab at UrduPoint. Ye Na Samjho Ki Sirf Pani Hai is one of the masterpieces written by Nishant Shrivastava Nayab. You can also find the complete poetry collection of Nishant Shrivastava Nayab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nishant Shrivastava Nayab' above.

Ye Na Samjho Ki Sirf Pani Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Na Samjho Ki Sirf Pani Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.