KaTta Hai Waqt Kaise Bata Dun Janab Ka, Urdu Ghazal By Niyaz Nazr Fatmi

KaTta Hai Waqt Kaise Bata Dun Janab Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Niyaz Nazr Fatmi. KaTta Hai Waqt Kaise Bata Dun Janab Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KaTta Hai Waqt Kaise Bata Dun Janab Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کٹتا ہے وقت کیسے بتا دوں جناب کا

نیازنذر فاطمی

کٹتا ہے وقت کیسے بتا دوں جناب کا

قصہ سنایا کرتے ہیں عہد شباب کا

اے مولیٰ تو رحیم ہے یہ جانتا ہوں میں

رکھا ہے یوں ہی پیچ حساب و کتاب کا

تم آ گئے خوشی ملی آنسو ٹھہر گئے

گزرا کٹھن زمانہ مرے اضطراب کا

تاروں کے درمیان ہے جو امتیاز چاند

درجہ ہے گلستاں میں وہی تو گلاب کا

ململ کا استعمال بجا ہے مگر یہ کیا

چرچا ہے انجمن میں ابھی تک نقاب کا

اتنی خطا تھی نذرؔ تمہیں سرنگوں نہ تھے

ڈولا گزر رہا تھا جو عزت مآب کا

نیازنذر فاطمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KaTta Hai Waqt Kaise Bata Dun Janab Ka

Niyaz Nazr Fatmi

kaTta hai waqt kaise bata dun janab ka
qissa sunaya karte hain ahd-e-shabab ka

ai maula tu rahim hai ye jaanta hun main
rakkha hai yun hi pech hisab-o-kitab ka

tum aa gae KHushi mili aansu Thahar gae
guzra kaThin zamana mere iztirab ka

taron ke darmiyan hai jo imtiyaz-e-chand
darja hai gulsitan mein wahi to gulab ka

malmal ka istimal baja hai magar ye kya
charcha hai anjuman mein abhi tak naqab ka

itni KHata thi 'nazr' tumhin sar-nigun na the
Dola guzar raha tha jo izzat-maab ka

(502) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KaTta Hai Waqt Kaise Bata Dun Janab Ka written by Niyaz Nazr Fatmi at UrduPoint. KaTta Hai Waqt Kaise Bata Dun Janab Ka is one of the masterpieces written by Niyaz Nazr Fatmi. You can also find the complete poetry collection of Niyaz Nazr Fatmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Niyaz Nazr Fatmi' above.

KaTta Hai Waqt Kaise Bata Dun Janab Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like KaTta Hai Waqt Kaise Bata Dun Janab Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.