Safar Pe Yun Musir Hun Main Ki Hauslon Mein Jaan Hai, Urdu Ghazal By Nizamuddin Nizam

Safar Pe Yun Musir Hun Main Ki Hauslon Mein Jaan Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nizamuddin Nizam. Safar Pe Yun Musir Hun Main Ki Hauslon Mein Jaan Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Safar Pe Yun Musir Hun Main Ki Hauslon Mein Jaan Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سفر پہ یوں مصر ہوں میں کہ حوصلوں میں جان ہے

نظام الدین نظام

سفر پہ یوں مصر ہوں میں کہ حوصلوں میں جان ہے

جو لٹ چکا یقین تھا جو بچ گیا گمان ہے

زمین کی کشش کا جال توڑ کر نکل گئیں

مگر یہ طے ہے چیونٹیوں کی آخری اڑان ہے

لہو کے نام لکھ دیے ہیں تیر ابر و باد کے

زمیں ہدف بنی ہوئی ہے آسماں کمان ہے

وہی جو آدھی رات کو چراغ بن کے جل اٹھا

کسی کی یاد کا نہیں وہ زخم کا نشان ہے

مفاہمت کے دیو کا اسیر ہو گیا نظامؔ

میری انا کا وہ پرند جس میں میری جان ہے

نظام الدین نظام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Safar Pe Yun Musir Hun Main Ki Hauslon Mein Jaan Hai

Nizamuddin Nizam

safar pe yun musir hun main ki hauslon mein jaan hai
jo luT chuka yaqin tha jo bach gaya guman hai

zamin ki kashish ka jal toD kar nikal gain
magar ye tai hai chiyunTiyon ki aaKHiri uDan hai

lahu ke nam likh diye hain tir abr-o-baad ke
zamin hadaf bani hui hai aasman kaman hai

wahi jo aadhi raat ko charagh ban ke jal uTha
kisi ki yaad ka nahin wo zaKHm ka nishan hai

mufahamat ke dew ka asir ho gaya 'nizam'
meri ana ka wo parind jis mein meri jaan hai

(498) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Safar Pe Yun Musir Hun Main Ki Hauslon Mein Jaan Hai written by Nizamuddin Nizam at UrduPoint. Safar Pe Yun Musir Hun Main Ki Hauslon Mein Jaan Hai is one of the masterpieces written by Nizamuddin Nizam. You can also find the complete poetry collection of Nizamuddin Nizam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nizamuddin Nizam' above.

Safar Pe Yun Musir Hun Main Ki Hauslon Mein Jaan Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Safar Pe Yun Musir Hun Main Ki Hauslon Mein Jaan Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.