Itni Tazim Hui Shahr Mein Uryani Ki, Urdu Ghazal By Nomaan Shauque

Itni Tazim Hui Shahr Mein Uryani Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nomaan Shauque. Itni Tazim Hui Shahr Mein Uryani Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Itni Tazim Hui Shahr Mein Uryani Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اتنی تعظیم ہوئی شہر میں عریانی کی

نعمان شوق

اتنی تعظیم ہوئی شہر میں عریانی کی

رات آنکھوں نے بھی جی بھر کے بدن خوانی کی

ناپ سکتا ہے کوئی سرد ہوا تیرے سوا

یہ جو خندق ہے مرے چار سو ویرانی کی

دل کو معزول کیا عشق سے تو نے لیکن

خاک پہ رہ کے بھی سلطان نے سلطانی کی

سب اڑاتے ہیں مری سرد دماغی کا مذاق

یعنی دنیا کو ضرورت ہے نگہبانی کی

پھول کون ایسے کھلاتا ہے مرے چاروں طرف

دھوپ کی جن کو ضرورت نہ طلب پانی کی

دبدبہ بڑھتا گیا شہر میں خوشحالی کا

مل گئی داد مرے دشت کو ویرانی کی

نعمان شوق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Itni Tazim Hui Shahr Mein Uryani Ki

Nomaan Shauque

itni tazim hui shahr mein uryani ki
raat aankhon ne bhi ji bhar ke badan-KHwani ki

nap sakta hai koi sard hawa tere siwa
ye jo KHandaq hai mere chaar-su virani ki

dil ko mazul kiya ishq se tu ne lekin
KHak pe rah ke bhi sultan ne sultani ki

sab uDate hain meri sard-dimaghi ka mazaq
yani duniya ko zarurat hai nigahbani ki

phul kaun aise khilata hai mere chaaron taraf
dhup ki jin ko zarurat na talab pani ki

dabdaba baDhta gaya shahr mein KHush-haali ka
mil gai dad mere dasht ko virani ki

(448) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Itni Tazim Hui Shahr Mein Uryani Ki written by Nomaan Shauque at UrduPoint. Itni Tazim Hui Shahr Mein Uryani Ki is one of the masterpieces written by Nomaan Shauque. You can also find the complete poetry collection of Nomaan Shauque by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nomaan Shauque' above.

Itni Tazim Hui Shahr Mein Uryani Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Itni Tazim Hui Shahr Mein Uryani Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.