Maine Bhi Apne Dhyan Mein Apna Safar Kiya, Urdu Ghazal By Nomaan Shauque

Maine Bhi Apne Dhyan Mein Apna Safar Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nomaan Shauque. Maine Bhi Apne Dhyan Mein Apna Safar Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Maine Bhi Apne Dhyan Mein Apna Safar Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں نے بھی اپنے دھیان میں اپنا سفر کیا

نعمان شوق

میں نے بھی اپنے دھیان میں اپنا سفر کیا

اس نے بھی راستے کو ذرا مختصر کیا

پوچھو کہ اس کے ذہن میں نقشہ بھی ہے کوئی

جس نے بھرے جہان کو زیر و زبر کیا

سب فاصلے مری ہی خطا تھے مجھے قبول

لیکن تری صدا نے بھی کتنا سفر کیا

اک روز بڑھ کے چوم لیے میں نے اس کے ہونٹ

اپنے تمام زہر کو یوں بے اثر کیا

وہ ورد کر رہا تھا کسی اور نام کا

تعویذ نے مریض پہ الٹا اثر کیا

مجھ کو تھی ناپسند اسے شاعری پسند

تھک ہار کے یہ عیب بھی آخر ہنر کیا

نعمان شوق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maine Bhi Apne Dhyan Mein Apna Safar Kiya

Nomaan Shauque

main ne bhi apne dhyan mein apna safar kiya
us ne bhi raste ko zara muKHtasar kiya

puchho ki us ke zehn mein naqsha bhi hai koi
jis ne bhare jahan ko zer-o-zabar kiya

sab fasle meri hi KHata the mujhe qubul
lekin teri sada ne bhi kitna safar kiya

ek roz baDh ke chum liye main ne us ke honT
apne tamam zahr ko yun be-asar kiya

wo wird kar raha tha kisi aur nam ka
tawiz ne mariz pe ulTa asar kiya

mujh ko thi na-pasand use shairi pasand
thak-haar ke ye aib bhi aaKHir hunar kiya

(360) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maine Bhi Apne Dhyan Mein Apna Safar Kiya written by Nomaan Shauque at UrduPoint. Maine Bhi Apne Dhyan Mein Apna Safar Kiya is one of the masterpieces written by Nomaan Shauque. You can also find the complete poetry collection of Nomaan Shauque by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nomaan Shauque' above.

Maine Bhi Apne Dhyan Mein Apna Safar Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maine Bhi Apne Dhyan Mein Apna Safar Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.