Tabah KHud Ko Use La-zawal Karte Hain, Urdu Ghazal By Nomaan Shauque

Tabah KHud Ko Use La-zawal Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Nomaan Shauque. Tabah KHud Ko Use La-zawal Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tabah KHud Ko Use La-zawal Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تباہ خود کو اسے لا زوال کرتے ہیں

نعمان شوق

تباہ خود کو اسے لا زوال کرتے ہیں

ہمارے لوگ جنوں میں کمال کرتے ہیں

مگر یہ راز فقط تتلیاں سمجھتی ہیں

چمکتے رنگ بھی جینا محال کرتے ہیں

کبھی کبھی تو درندوں پہ پیار آتا ہے

تمام شہر کی یوں دیکھ بھال کرتے ہیں

یہ کیا کہ دل بھی دکھانے کوئی نہیں آتا

چلو پرانے مراسم بحال کرتے ہیں

بلاؤ خواب نگر میں پھر اس ستارے کو

وہی کرو جو سبھی خوش خیال کرتے ہیں

کسی مذاق پہ کھل کر میں ہنس نہیں پاتا

ہنسی ہنسی میں وہ جینا محال کرتے ہیں

نعمان شوق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tabah KHud Ko Use La-zawal Karte Hain

Nomaan Shauque

tabah KHud ko use la-zawal karte hain
hamare log junun mein kamal karte hain

magar ye raaz faqat titliyan samajhti hain
chamakte rang bhi jina muhaal karte hain

kabhi kabhi to darindon pe pyar aata hai
tamam shahr ki yun dekh-bhaal karte hain

ye kya ki dil bhi dukhane koi nahin aata
chalo purane marasim bahaal karte hain

bulao KHwab-nagar mein phir us sitare ko
wahi karo jo sabhi KHush-KHayal karte hain

kisi mazaq pe khul kar main hans nahin pata
hansi hansi mein wo jina muhaal karte hain

(482) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tabah KHud Ko Use La-zawal Karte Hain written by Nomaan Shauque at UrduPoint. Tabah KHud Ko Use La-zawal Karte Hain is one of the masterpieces written by Nomaan Shauque. You can also find the complete poetry collection of Nomaan Shauque by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Nomaan Shauque' above.

Tabah KHud Ko Use La-zawal Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tabah KHud Ko Use La-zawal Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.