Wo Agar KHush Hai To Nashad Nahin Hun Main Bhi, Urdu Ghazal By Noman Anwar

Wo Agar KHush Hai To Nashad Nahin Hun Main Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Noman Anwar. Wo Agar KHush Hai To Nashad Nahin Hun Main Bhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Agar KHush Hai To Nashad Nahin Hun Main Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ اگر خوش ہے تو ناشاد نہیں ہوں میں بھی

نعمان انور

وہ اگر خوش ہے تو ناشاد نہیں ہوں میں بھی

کھو کے اس کو کوئی برباد نہیں ہوں میں بھی

اس کی یادوں سے چمکتے ہیں در و بام مرے

کون کہتا ہے کہ آباد نہیں ہوں میں بھی

کیوں کروں کوہ کنی کیوں میں اٹھاؤں تیشہ

وہ کہ شیریں نہیں فرہاد نہیں ہوں میں بھی

وہ بھی پابند ہوا رسم و رہ دنیا کا

کچھ غم دہر سے آزاد نہیں ہوں میں بھی

اس کو کب فکر رہی ماضیٔ گم گشتہ کی

پھر عجب کیا جو اسے یاد نہیں ہوں میں بھی

نعمان انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Agar KHush Hai To Nashad Nahin Hun Main Bhi

Noman Anwar

wo agar KHush hai to nashad nahin hun main bhi
kho ke us ko koi barbaad nahin hun main bhi

us ki yaadon se chamakte hain dar-o-baam mere
kaun kahta hai ki aabaad nahin hun main bhi

kyun karun koh-kani kyun main uThaun tesha
wo ki shirin nahin farhad nahin hun main bhi

wo bhi paband hua rasm-o-rah-e-duniya ka
kuchh gham-e-dahr se aazad nahin hun main bhi

us ko kab fikr rahi mazi-e-gum-gashta ki
phir ajab kya jo use yaad nahin hun main bhi

(402) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Agar KHush Hai To Nashad Nahin Hun Main Bhi written by Noman Anwar at UrduPoint. Wo Agar KHush Hai To Nashad Nahin Hun Main Bhi is one of the masterpieces written by Noman Anwar. You can also find the complete poetry collection of Noman Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Noman Anwar' above.

Wo Agar KHush Hai To Nashad Nahin Hun Main Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Agar KHush Hai To Nashad Nahin Hun Main Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.